SEARCH RESULTS
Showing search results for "aa.iina-khaane"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aa.iina-khaane"
Ghazal
kaun aayaa raaste aa.iina-KHaane ho ga.e
raat raushan ho ga.ii din bhii suhaane ho ga.e
Bashir Badr
Sher
aa.iina-KHaane se daaman ko bachaa kar guzro
aa.iina TuuTaa to rezo.n me.n bikhar jaa.oge
Gulam jilani Asghar
PAGE MATCHES FOR "aa.iina-khaane"
MORE MATCHES FOR "aa.iina-khaane"
Ghazal
Mohammad Umar
Ghazal
us KHush-adaa ke aa.ina-KHaane me.n jaa.uu.ngaa
phir lauT kar mai.n apne zamaane me.n jaa.uu.ngaa
Akbar Masoom
Ghazal
nauhagar se na kisii aa.iina-KHaane se hu.ii
mo'tabar zaat mirii mere zamaane se hu.ii
Moin Najmi
Nazm
aaina-KHane ke qaidi se
KHalvat-e-aa.iina-KHaana me.n kahii.n ko.ii nahii.n
sirf mai.n!
Ameeq Hanafi
Ghazal
sang kii zad pe sahii aa.ina-KHaane mere
hargiz aasaan nahii.n 'aks miTaane mere
Laeeq Akbar Sahaab
Sher
aa.iina-KHaane me.n khii.nche liye jaataa hai mujhe
kaun merii hii adaalat me.n bulaataa hai mujhe
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
partav-e-husn ek hai aur aa.ina-KHaane bahut
ik haqiiqat ne banaa Daale hai.n afsaane bahut
Bismil Saeedi
Ghazal
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
hai aa.iina-KHaane me.n tiraa zauq-fazaa raqs
karte hai.n bahut se tire ham-shakl judaa raqs