SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahmar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ahmar"
Nazm
mere hamdam mere dost!
kis tarah aariz-e-mahbuub kaa shaffaaf bilor
yak-ba-yak baada-e-ahmar se dahak jaataa hai
Faiz Ahmad Faiz
Sher
kitne rishto.n kaa mai.n ne bharam rakh liyaa
ik ta'alluq se daaman chhu.Daate hu.e
Ahmar Nadeem
Nazm
ahl-e-hunar se
tere haram kaa zamiir asvad-o-ahmar se paak
na.ng hai tere liye surKH-o-saped-o-kabuud
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "ahmar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ahmar"
Ghazal
'ahmar' se bahar-taur tumhe.n rabt rahaa hai
'ahmar' hii ko bhuule to kise yaad karoge
Dr. Ahmar Rifai
Ghazal
dasht kii aab-o-havaa ne diyaa kaa.nTo.n kaa libaas
mai.n bahaaro.n me.n jo paltaa gul-e-ahmar hotaa
Haidar Ali Jafri
Ghazal
bhuulne vaale faqat itnaa bataanaa hai tujhe
teraa 'ahmar' yaad se terii kabhii Gaafil nahii.n
Anwar-ul-Haq Ahmar Lucknowi
Ghazal
chale bhii aa.o ki dil ko zaraa qaraar nahii.n
KHudaa gavaah ki ab taab-e-intizaar nahii.n
Dr. Ahmar Rifai
Ghazal
ek ummiid ke saa.e me.n guzaarii 'ahmar'
is qadar 'umr pe ehsaan nahii.n karnaa thaa
Ahmar Nadeem
Ghazal
yaa.n baada-e-ahmar ke chhalakte hai.n jo saaGar
ai piir-e-muGaa.n dekh ki hai saarii dukaa.n surKH






