SEARCH RESULTS
Showing search results for "gardish-e-chashm-e-yaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gardish-e-chashm-e-yaar"
Ghazal
hai mere saamne tasviir-e-chashm-e-yaar hanuuz
mai.n pii rahaa huu.n mai-e-husn baar baar hanuuz
S. Nooruddin Anwar Bhopali
Sher
tasviir-e-chashm-e-yaar kaa KHvaahaa.n hai baaGbaa.n
iijaad hogii nargis-e-biimaar kii jagah
Sakhi Lakhnvi
Sher
ai chashm-e-yaar maut kaa pahluu bachaa ke tuu
aisii nigaah Daal ki mai.n niim-jaa.n rahuu.n
Muztar Khairabadi
PAGE MATCHES FOR "gardish-e-chashm-e-yaar"
MORE MATCHES FOR "gardish-e-chashm-e-yaar"
Ghazal
Jauhar Nizami
Ghazal
KHaal-e-mashshaata banaa kaajal kaa chashm-e-yaar par
zaaG ko bahr-e-tasadduq rakh sar-e-biimaar par
Shah Naseer
Sher
allaah-re chashm-e-yaar kii mojiz-bayaaniyaa.n
har ik ko hai gumaa.n ki muKHaatab hamii.n rahe
Asghar Gondvi
Ghazal
chaahiye parhez-e-gardish chashm-e-shoKH-e-yaar ko
ghuumne se jab ziyaa.n hai mardum-e-biimaar ko
Ibraheem Aajiz
Ghazal
gardish-e-chashm judaa gardish-e-paimaana judaa
mastii-e-baada judaa aalam-e-mastaana judaa
Jauhar Bilgrami
Sher
hai in dino.n me.n gardish-e-chashm-e-butaa.n kaa daur
teraa zamaana gardish-e-dauraa.n nikal gayaa
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
miraa ahvaal chashm-e-yaar suu.n puuchh
haqiiqat dard kii biimaar suu.n puuchh
Mirza Daood Beg
Sher
mumkin hai ashk ban ke rahuu.n chashm-e-yaar me.n
mumkin hai bhuul jaa.e Gam-e-rozgaar me.n
Yaseen Zameer
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
na jaane sehr ye kyaa tuu ne chashm-e-yaar kiyaa
ki mai.n ne hosh ke jaame ko taar-taar kiyaa

