SEARCH RESULTS
Showing search results for "gunaah-e-aadam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gunaah-e-aadam"
MORE MATCHES FOR "gunaah-e-aadam"
Ghazal
Mujeeb Khairabadi
Ghazal
aadam kii du.aa hogii ye maqbuul sunaa thaa
phir pesh-e-KHudaa kis kii navaa kaa.np rahii hai
Adam Chughtai
Ghazal
gunaah-e-jur.at-e-tadbiir kar rahaa huu.n mai.n
ye kis qimaash kii taqsiir kar rahaa huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
tauba to kar chukaa huu.n magar phir bhii ai 'adam'
tho.Daa saa zahr laa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ik sachchaa pyaar hii nahii.n bas yaar ai 'adam'
jaa.n vaar do agar ko.ii jhuuTaa bhii yaar ho
Abdul Hamid Adam
Ghazal
jab baGair us ke na hotii ho KHalaasii ai 'adam'
rahzano.n ko rahnumaa tasliim kar letaa huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ai zindagii tuu aap hii chupke se dekh le
jaam-e-adam pe likkhaa hu.aa kis kaa naam hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ye intihaa hai mere adab kii ki ai 'adam'
us kaa vajuud ho ke bhii us se judaa huu.n mai.n
