SEARCH RESULTS
Showing search results for "hausla-afzaa.ii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hausla-afzaa.ii"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hausla-afzaa.ii"
Quote
Saadat Hasan Manto
Ghazal
chhin ga.ii terii tamannaa bhii tamannaa.ii se
dil bahalte hai.n kahii.n hausla-afzaa.ii se
Ahmad Mushtaq
Ghazal
majbuuriyo.n ne maslahat-andesh kar diyaa
ye kyo.n kahe.n ki hausla-afzaa.ii kam hu.ii
Saghar Mehdi
Ghazal
mai.n to dam to.D rahaa thaa magar afsurda hayaat
KHud chalii aa.ii mirii hausla-afzaa.ii ko
Mohsin Naqvi
Ghazal
dil-e-afsurda kisii tarah bahaltaa hii nahii.n
kyaa kare.n aap kii is hausla-afzaa.ii ko
Ahmad Mushtaq
Ghazal
ham ishq ke mahaaz pe hai.n saahibaan-e-shauq
kiije hamaarii hausla-afzaa.ii jang hai
Ejaaz tawakkal
Ghazal
terii jaanib se jo hote hai.n ishaare un ko
ishq me.n hausla-afzaa.ii kahaa jaataa hai
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
ham ko izzat mile apno.n ko buraa lagtaa hai
is liye hausla-afzaa.ii se ghabraate hai.n