SEARCH RESULTS
Showing search results for "iifaa-e-ahd"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "iifaa-e-ahd"
Sher
vo un kaa va.ada vo iifaa-e-ahd kaa aalam
ki yaad bhii nahii.n aataa hai bhuultaa bhii nahii.n
Alam Muzaffar Nagari
PAGE MATCHES FOR "iifaa-e-ahd"
MORE MATCHES FOR "iifaa-e-ahd"
Ghazal
abhii umiid hai iifaa-e-ahd kii mujh ko
abhii se taare ye kyo.n jhilmilaa.e jaate hai.n
Nakhshab Jaarchawi
Ghazal
ik makr hii thaa aap kaa iifaa-e-ahd bhii
apne kahe se aaj mukar bhii ga.e to kyaa
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
ko.ii masiihaa na iifaa-e-ahd ko pahu.nchaa
bahut talaash pas-e-qatl-e-aam hotii rahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
iifaa-e-ahd hai ki qayaamat kaa shor hai
tum khul ke kah na do ki zabaa.n ham ne dii nahii.n
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
na jaane kaun saa iifaa-e-ahd kaa din ho
tumhe.n to shaam-o-sahar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Saif Bijnori
Kulliyat
iifaa-e-‘ahd-e-qatl to tum kar ke sachche ho
itne bhii KHalf-e-vaa’da se dil-giir mat karo
Meer Taqi Meer
Ghazal
qaasid kiyaa hai ahd jo iifaa-e-ahd kaa
sub.h-umiid-e-vasl hu.ii apnii shaam-e-shauq
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
'aKHtar' yaqiin-e-vaa’da-e-fardaa to kar liyaa
iifaa-e-'ahd tak hii jiyo to jiyaa na jaa.e