SEARCH RESULTS
Showing search results for "iifaa-e-ahd"
Ghazal MATCHES FOR "iifaa-e-ahd"
Ghazal
abhii umiid hai iifaa-e-ahd kii mujh ko
abhii se taare ye kyo.n jhilmilaa.e jaate hai.n
Nakhshab Jaarchawi
Ghazal
ik makr hii thaa aap kaa iifaa-e-ahd bhii
apne kahe se aaj mukar bhii ga.e to kyaa
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
ko.ii masiihaa na iifaa-e-ahd ko pahu.nchaa
bahut talaash pas-e-qatl-e-aam hotii rahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
iifaa-e-ahd hai ki qayaamat kaa shor hai
tum khul ke kah na do ki zabaa.n ham ne dii nahii.n
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
na jaane kaun saa iifaa-e-ahd kaa din ho
tumhe.n to shaam-o-sahar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Saif Bijnori
Ghazal
qaasid kiyaa hai ahd jo iifaa-e-ahd kaa
sub.h-umiid-e-vasl hu.ii apnii shaam-e-shauq
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
'aKHtar' yaqiin-e-vaa’da-e-fardaa to kar liyaa
iifaa-e-'ahd tak hii jiyo to jiyaa na jaa.e
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
agar yahii hai ab iifaa-e-ahd me.n pas-o-pesh
to KHatm rasm-o-rah-e-iltifaat kii jaa.e
Mahshar Badayuni
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
iifaa-e-ahd kar ki hai muddat se be-qaraar
ruuh-e-vafaa-e-vaada-e-fardaa tire liye
Josh Malihabadi
Ghazal
hamaare ahd kaa har zehn to nahii.n jaamid
kisii dariicha-e-ehsaas se guzar jaanaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
phir gayaa aaj ko.ii ahd-e-vafaa se kaise
ham ne maa.ngaa thaa use apne KHudaa se kaise
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
dekhiye ahd-e-guzashta ke mohabbat vaale
sochiye azmat-e-kirdaar kahaa.n se aa.ii