SEARCH RESULTS
Showing search results for "kashiida"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kashiida"
Nazm
muhasara
sabhii duriida-dahan ab badan-dariida hu.e
supurd-e-daar-o-rasan saare sar-kashiida hu.e
Ahmad Faraz
Nazm
dosti ka hath
na sarv me.n vo Guruur-e-kashiida-qaamatii hai
na qumriyo.n kii udaasii me.n kuchh kamii aa.ii
Ahmad Faraz
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
hamaarii KHush-numaa.ii par ko.ii harf
aur kashiida-qaamtii me.n KHam nahii.n aayaa
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "kashiida"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
kashiida
कशीदा کَشِیدَہ
a kind of needle work, stretched, extended, sullen, sad, tall, distilled
Persian
qasiida
क़सीदा قَصِیدَہ
a poem in praise of someone ballad, qasida, a genre of Urdu and Persian poetry eulogizing a person, eulogy, encomium, panegyric
Arabic
kasiida
कसीदा کَسِیدَہ
वह माल जिसकी बिक्री न हो, जिसका चलन उठ गया हो।
Arabic
MORE MATCHES FOR "kashiida"
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
kashiida sar se tavaqqo.a abas jhukaav kii thii
biga.D gayaa huu.n ki suurat yahii banaav kii thii
Ahmad Faraz
Ghazal
kaise kaise sar-kashiida log the
jin kaa ab naam-o-nishaa.n kuchh bhii nahii.n
Aafaque Siddiqui
Ghazal
fariyaad-e-sitam-kash hai vo shamshiir-e-kashiida
jis kaa na ruke vaar falak kii bhii sipar se
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Ada Jafarey
Nazm
parda aur ismat
sabaa aur gulistaa.n se daaman kashiida
navaa-e-fusuu.n-KHez aur naa-shuniida
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
labaan-e-bosa-chashiida bhii KHuub hai.n lekin
nigah me.n ik but-e-naa-katKHudaa-e-bosa hai
Syed Kashif Raza
Ghazal
bastiyo.n ko baa.nTne vaalaa jo KHat khii.nchaa gayaa
KHat kashiida log us ko rah-guzar kahne lage
Shabnam Rumani
Ghazal
kashiida-kaar-e-azal tujh ko e'tiraaz to na.ii.n
kahii.n kahii.n se agar zindagii rafuu kii jaa.e
Abbas Tabish
Ghazal
khii.nche hai duur aap ko merii farotanii
uftaada huu.n pa saaya-e-qadd-e-kashiida huu.n














