SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqaabir"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maqaabir"
Nazm
taj-mahal
murda-shaaho.n ke maqaabir se bahalne vaalii
apne taariik makaano.n ko to dekhaa hotaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
mera ghar mera virana
mere sayyaah bahut tuu ne maqaabir dekhe
sach kahaa sadiyo.n me.n ik taaj-mahal bantaa hai
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
hasrate.n rotii rahe.n dil me.n mujaavir kii tarah
dil magar chup hii rahaa lauh-e-maqaabir kii tarah
Musavvir Sabzwari
Ghazal
mai.n but-kado.n se maqaabir me.n girne vaalaa thaa
magar sambhaal liyaa KHush-nazar KHudaa.o.n ne
Salam Machhli shahri
MORE MATCHES FOR "maqaabir"
Ghazal
ai basaa kohna imaaraat-e-maqaabir jin ke
logo.n ne chob-o-chagal ke liye to.De patthar
Insha Allah Khan Insha
Nazm
naqsh-e-faryaadi
hulquum tak hai.n kaaT Daale
aur sachche nek logo.n aur valiyo.n ke maqaabir to.D ke
Salahuddin Parvez
Ghazal
sau aarzuu-e-murda ko rakkhaa hai jo dil me.n
takiya hai maqaabir kaa ye viiraana hamaaraa
Shuoor Bilgrami
Nazm
daeron ki fasilon se Darte ho
daa.ero.n ke maqaabir me.n so jaa.e.nge
daa.ere KHvaahisho.n ke maqaabir sahii
Shabnam Munavari
Nazm
hindi musalman
chappe-chappe par hai.n ma.aabid aur un ke miinaar
kuuche-kuuche me.n hai.n maqaabir aur un ke anvaar
Masoom Sharqi
Nazm
salamti
jidhar nigaah uThii nafrate.n nazar aa.ii.n
qalandaro.n ke maqaabir pe KHaak u.Dtii hai
Nashir Naqvi
Nazm
tabut mein band hawas
aag aur KHuun kii reshmii chhatriyaa.n kholtii hai.n
maqaabir kii be-gosh taariikiyo.n me.n