SEARCH RESULTS
Showing search results for "اگست"
Ghazal MATCHES FOR "اگست"
Ghazal
gulzaar-e-hast-e-buud na begaana-vaar dekh
hai dekhne kii chiiz ise baar baar dekh
Allama Iqbal
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
mujh me.n aabaad hai.n ik saath adam aur vajuud
hast se bar-sar-e-paikaar fanaa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
suufii ye sahv mahv hu.e sadd-e-baab-e-uns
kyaa imbisaat kaar-gah-e-hast-o-buud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
zarra zarra hai yahaa.n ik katba-e-sirr-alast
aap hii vaaqif nahii.n hai.n rasm-e-KHatt-e-raaz se
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
kisii sharaab kii ho kyaa talab 'jaliil' mujhe
mai-e-alast kaa ab tak KHumaar baaqii hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
darvesh har kujaa ki shab aamad saraa-e-uust
tuu ne sunaa nahii.n hai ye misra.a magar kahii.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
mai-KHaana-e-alast kaa vo ri.nd huu.n 'fanaa'
jis par nigaah Daal dii mastaana kar diyaa
Fana bulandshahri
Ghazal
niist me.n hast kaa ehsaas dilaatii hu.ii aa.nkh
shor kartii hai ki hai kun-fayakuu.n hai yuu.n hai
Abbas Tabish
Ghazal
Ameer Imam
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ba.ad az sadaa-e-kun hu.ii taqsiim-e-hast-o-buud
phirtaa thaa kaa.enaat akelaa uThaa ke mai.n
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
mast-e-alast qulzum-e-hastii me.n aa.e hai.n
misl-e-habaab apnaa piyaala bhare hu.e
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ye bahr-e-hast-o-buud hai be-gauhar-e-muraad
gahraa.iyo.n me.n is kii agar jaa.e aadmii
Muneer Niyazi
Ghazal
asbaab-e-hast rah me.n luTaanaa pa.Daa mujhe
phir KHaalii haath dahr se jaanaa pa.Daa mujhe
Sidra Sahar Imran
Ghazal
ye dahr bhii to hai mai-KHaana-e-alast-numaa
raho yahaa.n bhii kisii ri.nd-e-paarsaa kii tarah