SEARCH RESULTS
Showing search results for "تل"
Ghazal MATCHES FOR "تل"
Ghazal
naamvarii kii baat digar hai varna yaaro socho to
gulguu.n ab tak kitne teshe be-KHuun-e-farhaad hu.e
Jaun Eliya
Ghazal
dostii me.n to ko.ii shak nahii.n us kii par vo
dost dushman kaa ziyaada hai hamaaraa kam hai
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
vo naa-tavaa.n huu.n agar nabz ko hu.ii jumbish
to saaf jo.D judaa ho gayaa kalaa.ii kaa
Ameer Minai
Ghazal
kyaa hu.e aa.nkh ke parde jo pa.De the ab tak
barmalaa hashr me.n kyuu.n aaj KHudaa baiThaa hai
Muztar Khairabadi
Ghazal
ye buu.nd KHuun kii lauh-e-kitaab-e-ruKH ke liye
ye til sar-e-lab-o-ruKHsaar dharne aa.e hai.n
Aaga nisaar
Ghazal
zer-e-kamaan dil thaa to tho.Dii sii thii umiid
ab to hamaare haath se bilkul gayaa badan
Farhat Ehsas
Ghazal
tab se aashiq hai.n ham ai tifl-e-parii-vash tere
jab se maktab me.n tuu kahtaa thaa alif be te se
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
vo ek shaKHs buraa.ii pe tul gayaa to chalo
savaal ye hai ki ham bhii kahaa.n farishte the
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
majnuu.n ko apnii lailaa kaa mahmil aziiz hai
tuu dil me.n hai hamaare hame.n dil aziiz hai
Meer Hasan
Ghazal
Gam kii is sil ko kabhii bhii na samajh paa.egii
tuu mire dil ko kabhii bhii na samajh paa.egii
Wasi Shah
Ghazal
dekh chhoTo.n ko hai allaah ba.Daa.ii detaa
aasmaa.n aa.nkh ke til me.n hai dikhaa.ii detaa