SEARCH RESULTS
Showing search results for "خیر_مقدم"
Ghazal MATCHES FOR "خیر_مقدم"
Ghazal
KHair muqaddam ke liye ba.Dhne lagii.n merii taraf
manzile.n apne saro.n par raasta o.Dhe hu.e
Sharib Mauranwi
Ghazal
ishq pahu.nchaa jo mire jism ke darvaaze par
KHair-maqdam ke liye KHuun ke dhaare nikal aa.e
Farhat Ehsas
Ghazal
zamaana aa.egaa us vaqt KHair-maqdam ko
jab is jahaa.n se 'muzaffar' guzar chukaa huu.ngaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
kabhii KHair-maqdam kabhii marhabaa
zabaa.n par ye alfaaz laane lage
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
KHair-maqdam ko hai tayyaar jahaa.n jaa.iye aap
haa.n palaTnaa ho to phir mere hii ho jaa.iyegaa
Mohammad Ahmad
Ghazal
KHair-maqdam ko tire aa.egaa KHud hii suuraj
tuu kabhii raat kii dahliiz se baahar to nikal
Tahir Faraz
Ghazal
ik zaraa kuucha-e-jaanaa.n me.n Thahar jaa ai maut
KHair-maqdam ke liye merii hayaat aatii hai
Shamim Karhani
Ghazal
Alam Khursheed
Ghazal
unhii.n ko haq hai bahaaro.n ke KHair maqdam kaa
guzar ke jo kisii daur-e-KHizaa.n se aa.e hai.n
Khawaja Javed Akhtar
Ghazal
muddato.n baad jo ham shahr me.n kal aa.e hai.n
KHair-maqdam se bhare radd-e-amal aa.e hai.n
Rakesh Dilbar
Ghazal
KHair-maqdam ke liye band dariiche kholo
naaz-o-andaaz se kis shaan se aatii hai havaa