SEARCH RESULTS
Showing search results for "در_بہ_در"
Ghazal MATCHES FOR "در_بہ_در"
Ghazal
Akhtar Azad
Ghazal
dar-ba-dar kii KHaak peshaanii pe mal kar aa.egaa
ghuum-phir kar raasta phir mere hii ghar aa.egaa
Sultan Akhtar
Ghazal
Rashid Aazar
Ghazal
hai dil me.n ek baat jise dar-ba-dar kahe.n
har chand us me.n jaan bhii jaa.e magar kahe.n
Urfi Aafaqi
Ghazal
bhaTaktii phirtii hai din raat dar-ba-dar tanhaa
ye kis ko Dhuu.nDhtii rahtii hai rahguzar tanhaa
Sarfaraz Khalid
Ghazal
mai.n kab se dar-ba-dar huu.n mujh ko dar dikhaa
bahut hu.aa to aaKHir-e-safar dikhaa
Parul Singh Noor
Ghazal
raahbar meraa banaa gumraah karne ke liye
mujh ko siidhe raaste se dar-ba-dar us ne kiyaa
Muneer Niyazi
Ghazal
Kabeer
Ghazal
sunaa.e.nge kabhii fursat me.n tum ko
ki ham barso.n rahe hai.n dar-ba-dar kyuu.n
Javed Akhtar
Ghazal
dar-ba-dar din ko bhaTaktaa hai tasavvur meraa
haa.n magar raat ko rahtaa hai mire kamre me.n
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
bas ek KHaak kaa ehsaan hai ki KHair se hai.n
vagarna suurat-e-KHaashaak dar-ba-dar rahte
Iftikhar Arif
Ghazal
dar-ba-dar bhaTkaa mai.n us kii aarzuu ke vaaste
hasrate.n bhii ham-safar thii.n justujuu ke vaaste
Mohammad Salim
Ghazal
hamii.n bache hai.n yahaa.n aaKHiruz-zamaa.n lekin
sabho.n ko apnaa ta.aaruf de.n dar-ba-dar jaa.e.n