SEARCH RESULTS
Showing search results for "سرک"
Ghazal MATCHES FOR "سرک"
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
hai du.aa yahii merii baddu.aa se bach jaa.o
aah-e-sard bharne me.n der kitnii lagtii hai
Naseer Baloch
Ghazal
sarak ga.e the jo aa.nchal vo phir sa.nvaare ga.e
khule hu.e the jo sar un pe phir ridaa aa.ii
Parveen Shakir
Ghazal
kabhii kabhaar bharose kaa qatl yuu.n bhii ho
ki jaise paa.nv tale se zamii.n sarak jaa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
Tuk ho.nT hilaa.uu.n to ye kahtaa hai na bak be
aur paas jo baiThuu.n to sunaataa hai sarak be
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
KHabar bhii hai tujhe aa.iina dekhne vaale
kahaa.n gayaa hai dupaTTa sarak ke shaane se
Bismil Azimabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
sarak gayaa ko.ii saayaa simaT gayaa ko.ii duur
kisii ke aks kii pyaasii kashish sahii bhii na thii
Majeed Amjad
Ghazal
us ruu-e-aatishii.n se burqa' sarak gayaa thaa
gul bah gayaa chaman me.n KHajlat se aab ho kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
vahii.n vo duur sarak kar itaab se bolaa
hamaare saath na ho kar tuu be-qaraar lipaT
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
vo cha.Dh rahaa thaa judaa.ii kii sii.Dhiyaa.n 'KHurram'
sarak rahaa thaa miraa haath shaane se us ke
Khurram Afaq
Ghazal
itnii jaldii ko.ii qurbat bhii ba.Dhaataa hai kahii.n
teraa dil hai ke dupaTTa hai sarak jaataa hai
Harshit Mishra
Ghazal
qaatil ko aaj saahib-e-ejaaz maan kar
diivaar-e-adl apnii jagah se sarak ga.ii
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
paa.nv ko haath lagaayaa tuu lagaa kahne sarak
tujh ko qurbaan karuu.n haath lagaane vaale
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
dekhaa use to aa.nkh se parda sarak gayaa
sho.ala saa ek jism ke andar lapak gayaa
Mohammad Alvi
Ghazal
garmii apnii ko faraamosh kare.n mahr-vishaa.n
sard ho jaa.e.n sab us rashk-e-qamar ke aage
Meer Hasan
Ghazal
zikr hotaa hai tiraa jab bhii kisii mahfil me.n
maut qadmo.n se ye siine pe sarak aatii hai
Ambuj Shrivastava
Ghazal
sarak rahe hai.n a.ndhere har ek bastii se
azaab-e-abr se qurs-e-vafaa nikaltii hai