SEARCH RESULTS
Showing search results for "سل"
Ghazal MATCHES FOR "سل"
Ghazal
Hafeez Merathi
Ghazal
be-zabaanii baKHsh dii KHud-ehtisaabii ne mujhe
ho.nT sil jaate hai.n duniyaa ko gila dete hu.e
Riaz Majeed
Ghazal
yuu.n to shikva bhii hame.n aa.iina-ruu aataa hai
ho.nT sil jaate hai.n jab saamne tuu aataa hai
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
naaKHun kare.n hai.n zaKHmo.n ko do do milaa ke ek
the aaTh das so ho ga.e ab chhil ke chaar paa.nch
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
lauT kar jaanaa to hai aaKHir sabhii ko us taraf
sau baras bhii jii liyaa to kyaa karoge soch lo
Fakhira batool
Ghazal
labo.n se lab jo mil ga.e labo.n se lab hii sil ga.e
savaal gum javaab gum ba.Dii hasiin raat thii
Sudarshan Faakir
Ghazal
duniyaa to ek barf kii sil se sivaa na thii
pahu.nchii dukho.n kii aa.nch to duniyaa tamaam-shud
Hasan Abbas Raza
Ghazal
Aabid Adeeb
Ghazal
Gam kii is sil ko kabhii bhii na samajh paa.egii
tuu mire dil ko kabhii bhii na samajh paa.egii
Wasi Shah
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
manzar bhii sab baa.njh ruto.n me.n Duub ga.e
aa.nkho.n par bhii pahra biThaanaa chho.D diyaa
Arsh Siddiqui
Ghazal
ek ummiid mulaaqaat me.n likkhii sar-e-shaam
aur phir aaKHir-e-shab ek Gazal aur kahii
Anjum Khaleeq
Ghazal
jhukvaa diyaa sar zo.af ne qaatil ke qadam par
talvaar agar us kii ugal jaa.e to achchhaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
gahre suro.n me.n arz-e-navaa-e-hayaat kar
siine pe ek dard kii sil rakh ke baat kar
Majeed Amjad
Ghazal
vahii achchhaa thaa us chhaatii kii sil se
badal detaa kisii but se KHudaa dil