SEARCH RESULTS
Showing search results for "طومار"
Ghazal MATCHES FOR "طومار"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
shauq kaa kaam khi.nchaa duur ki ab mehr misaal
chashm-e-mushtaaq lagii jaa.e hai tuumaar ke saath
Meer Taqi Meer
Ghazal
kyuu.n hu.aa thaa taraf-e-aabla-e-paa yaa-rab
jaada hai vaa-shudan-e-pechish-e-tuumaar hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
usii ko ek Ganiimat qaraar duu.ngaa 'zafar'
jo ek sher bhii tuumaar se nikal aayaa
Zafar Iqbal
Ghazal
apnii hii bigaa.Dii hu.ii suurat ke alaava
kuchh aur nikaalaa nahii.n tuumaar se ham ne
Zafar Iqbal
Ghazal
aanaa ho aa.o varna ye kah do na aa.e.nge
sun lo ye do hii baate.n hai.n tuumaar bhii nahii.n
Habeeb Moosavi
Ghazal
gar mehr na ho daaG ke ulfat kii gavaahii
manzuur mire dard kaa tuumaar na hove
Ishq Aurangabadi
Ghazal
sharh-e-be-taabii-e-dil nii.n hai qalam kii taaqat
tapish-e-shauq ke tuumaar kuu.n ku.i kyaa jaane
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
qissa-e-dard kuu.n anjaam nahii.n misl-e-'siraaj'
Gam ke daftar kuu.n lapeT aah ke tuumaar kuu.n khol
Siraj Aurangabadi
Ghazal
'jaaved' ham hai.n aur hai ehsaas kaa KHuluus
yaaro.n ke paas jhuuT ke tuumaar dekhnaa
Abdullah Javed
Ghazal
jo kuchh ki tum sii.n mujhe bolnaa thaa bol chukaa
bayaan-e-ishq ke tuumaar kuu.n mai.n khol chukaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
kuchh to sach bol ki dil se ye giraa.n bojh haTe
zindagii jhuuT kaa tuumaar hu.ii jaatii hai
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
behad hai 'aliim' ishq ke ta.aliim kaa tuumaar
paayaa nahii.n ku.i ishq ke dariyaa kaa kinaaraa
Alimullah
Ghazal
dekhiyo gir na pa.De diijo use ai qaasid
dil-e-betaab lipaTtaa hai mai.n tuumaar ke saath
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
jab mile tuumaar-e-aagaahii se fursat dekhnaa
kin taho.n me.n ramz-e-aql-e-naa-rasaa poshiida hai
Mohammad Aazam
Ghazal
ab to jii ghabraa gayaa huur-o-jinaa.n ke zikr se
hazrat-e-vaa.iz bhalaa had hai ko.ii tuumaar kii
Ishrat Safipuri
Ghazal
dozaKH-o-jannat kaa vaa.iz muft me.n
baa.ndhte hai.n is qadar tuumaar kyo.n
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
Nazeer Hussain Siddiqui
Ghazal
Garq-e-dariyaa-e-nidaamat hu.aa tuumaar-e-jurm
ye to adnaa saa karishma hai pashemaanii kaa