SEARCH RESULTS
Showing search results for "عمر_مختصر"
Ghazal MATCHES FOR "عمر_مختصر"
Ghazal
Khadeeja Mariyam
Ghazal
Sarmad Sahbai
Ghazal
abhii hame.n guzaarnii hai ek umr-e-muKHtasar
magar hamaarii umr-e-muKHtasar me.n kitnii der hai
Ahmad Shahryar
Ghazal
mirii hayaat se hai pyaar is liye 'aajiz'
vo chaahtaa hai mirii umr muKHtasar karnaa
Laiq Aajiz
Ghazal
ik umr-e-muKHtasar bhii guzaarii nahii.n ga.ii
sadiyaa.n agarche guzrii hai.n dukh jhelte hu.e
Shahid Ishqi
Ghazal
anjuman ko faiz pahu.nchaa.egii sham-e-anjuman
kyaa hasii.n hotii hai umr muKHtasar dekhe.nge log
Ramz Azimabadi
Ghazal
mai.n inkishaaf karuu.n bhii to kis tarah se 'sabaa'
taviil raaz hai aur umr muKHtasar apnii
Saba Naqvi
Ghazal
ab to sukuun baKHsh ki 'at.har-shakiil' ne
is umr-e-muKHtasar me.n bahut dukh sahe KHudaa
athar shakeel
Ghazal
Hamid Iqbal Siddiqui
Ghazal
Shafiq Saleemi
Ghazal
'hasan' ne 'ishq se daaman bachaa liyaa apnaa
bahut se kaam the ik ‘umr-e-muKHtasar ke liye
Hasan Mirzapuri
Ghazal
mujhe KHayaal ye aayaa tabassum-e-gul par
ye ehtimaam-e-KHushii 'umr-e-muKHtasar ke liye
Zia Khurjavi
Ghazal
ye ra.ng-o-nuur kaa 'gulzaar' dahr-e-faanii hai
yahii payaam milaa umr-e-muKHtasar se mujhe
Gulzar Dehlvi
Ghazal
mujhe umr-e-KHizar denaa ki umr-e-muKHtasar denaa
mire afkaar lekin zinda-e-jaaved kar denaa
Gauhar Usmani
Ghazal
Gam-e-hayaat Gam-e-aashiqii Gam-e-uqbaa
kuchh aur bhii ho ataa umr-e-muKHtasar ke liye
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
bujhii to gauhar-e-mizhgaan-e-yaar me.n chamkii
KHushaa-nasiib mirii umr-e-muKHtasar kii dhuup
Zaheer Siddiqui
Ghazal
kyo.n umr-e-muKHtasar ko kare.n vaqf-e-ranj-o-Gam
dam bhar to zindagii kii bahaaro.n ko dekhiye