SEARCH RESULTS
Showing search results for "غلطی"
Ghazal MATCHES FOR "غلطی"
Ghazal
jo asl baat hai us ko chhupaane kii KHaatir
kabhii kabhii Galatii maan jaayaa karte hai.n
Jamal Ehsani
Ghazal
ham ko aksar ye KHayaal aataa hai us ko dekh kar
ye sitaara kaise Galatii se zamii.n par rah gayaa
imtiyaz Khan
Ghazal
dil diyaa jaan ke kyuu.n us ko vafaadaar 'asad'
Galatii kii ki jo kaafir ko musalmaa.n samjhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ham kuchh to bad the jab na kiyaa yaar ne pasand
ai hasrat is qadar Galatii intiKHaab me.n
Momin Khan Momin
Ghazal
mujh ko pahchaan tuu ai vaqt mai.n vo huu.n jo faqat
ek Galatii ke liye arsh-e-barii.n se niklaa
Azlan shah
Ghazal
vo Galatii jo kabhii kii hii nahii.n hai
usii Galatii pe mai.n pachhtaa rahaa huu.n
Aks samastipuri
Ghazal
nazar ke haarte hii dil bhii haaraa
mirii ik din me.n Galatii duusrii hai
Chandra Shekhar Varma
Ghazal
us ne pi.njraa khol ke pahlii Galtii kii
duusrii Galtii pankh katarnaa chho.D diyaa
Mehshar Afridi
Ghazal
jab bhii ga.e to baiTh ga.e paa.nv ke tale
Galatii se bhii ba.Do.n ke sirhaane nahii.n ga.e
Chandrashekhar Pandey Shams
Ghazal
merii Galatii pe biga.Dtaa bhii bahut thaa lekin
aur phir mujh ko vo jii bhar ke du'aa detaa thaa
Prem Bhandari
Ghazal
mohabbat me.n na.e la.Dke vafaa kah kar
vahii Galatii kare.nge par nayaa kah kar
Abhishar Geeta Shukl
Ghazal
Asad Raza Sahar
Ghazal
Urooj Zehra Zaidi
Ghazal
Galatii kii ki muravvat me.n musiibat jhelii
zulm bardaasht hii karnaa thaa na chup rahnaa thaa