SEARCH RESULTS
Showing search results for "مداری"
Ghazal MATCHES FOR "مداری"
Ghazal
har nazar se nazar-andaaz-shuda manzar huu.n
vo madaarii huu.n jo rahgiir nahii.n khii.nch sakaa
Umair Najmi
Ghazal
yahii aqiiq the shaaho.n ke taaj kii ziinat
jo u.ngliyo.n me.n madaarii pahan ke aate hai.n
Rahat Indori
Ghazal
gaa.nv me.n mohabbat kii rasm hai abhii 'manzar'
shahr me.n hamaare to jo bhii hai madaarii hai
Manzar Bhopali
Ghazal
tamaashaa KHatm hu.aa dhuup ke madaarii kaa
sunahrii saa.np chhupe shaam ke piTaare me.n
Iqbal Sajid
Ghazal
madaarii jaantaa thaa aaKHirii tamaashaa hai
so khel aisaa kiyaa naaziriin rone lage
Yasir Khan Inam
Ghazal
aaj uTThaa hai madaarii kaa janaaza logo
kal se bastii me.n tamaasha nahii.n hone vaalaa
Himanshi Babra
Ghazal
saarii saarii raat tamaasha chaltaa hai
aataa hai jab KHvaab madaarii aa.nkho.n me.n
Jeem Jazil
Ghazal
bech kar tahziib daulat ke pujaarii ho ga.e
is zamaane ke suKHanvar bhii madaarii ho ga.e
Faheem Jogapuri
Ghazal
Taufeeq Sagar
Ghazal
mai.n KHaandaan kaa sab se ba.Daa madaarii huu.n
tamaasha hotaa rahegaa yahaa.n nahii.n honaa
Liaqat Jafri
Ghazal
Ashutosh Mishra Azal
Ghazal
hotaa hai bhii.D kii fitrat se madaarii vaaqif
jab talak KHatm na ho khel hai majma.a saaraa
Navin Joshi
Ghazal
na tuu madaarii hai na mai.n tiraa jamuuraa huu.n
ye aa.e din ke tamaashe mujhe qubuul nahii.n
Hina Abbas
Ghazal
baat to tab hai madaarii ki tamaashe me.n tire
dil bahal jaa.e ko.ii ashk bahaanaa na pa.De
Salman Saeed
Ghazal
mujhe class me.n aksar ye qaul yaad aayaa
vo kaamyaab moallim hai jo madaarii hai