SEARCH RESULTS
Showing search results for "معتبر"
Ghazal MATCHES FOR "معتبر"
Ghazal
mire KHudaa mujhe itnaa to mo'atabar kar de
mai.n jis makaan me.n rahtaa huu.n us ko ghar kar de
Iftikhar Arif
Ghazal
pahu.nch ke dar pe tire kitne mo'tabar Thahre
agarche rah me.n hu.ii.n jag-ha.nsaa.iyaa.n kyaa kyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
siirat se guftuguu hai kyaa mo'tabar hai suurat
hai ek suukhii lak.Dii jo buu na ho agar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo mere naam kii nisbat se mo'tabar Thahre
galii galii mirii rusvaa.iyo.n kaa saathii ho
Iftikhar Arif
Ghazal
shahr me.n vo mo'atabar merii gavaahii se hu.aa
phir mujhe is shahr me.n naa-mo'tabar us ne kiyaa
Muneer Niyazi
Ghazal
isii liye to nahii.n mo'tabar zamaane me.n
ki ra.ng-e-suurat-e-duniyaa nahii.n badalte ham
Habib Jalib
Ghazal
KHushii kaa kyaa hai hamesha fareb detii hai
to apne Gam ko hii ab mo'atabar banaayaa jaa.e
Jahangeer nayab
Ghazal
kis ko ye maaluum ai 'naayaab' nisbat kis kii hai
mere har naqsh-e-qadam ko mo'atabar kartii hu.ii
Jahangeer nayab
Ghazal
hazaar chaaragaro.n ne hazaar baate.n kii.n
kahaa jo dil ne suKHan mo'tabar usii kaa rahaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kal tak jahaa.n me.n jin ko ko.ii puuchhtaa na thaa
is shahr-e-be-charaaG me.n vo mo'tabar hu.e
Khaleel Tanveer
Ghazal
mujhe bujhaa de miraa daur muKHtasar kar de
magar diye kii tarah mujh ko mo'atabar kar de
Waseem Barelvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
saaf hai chehra-e-qaatil mirii aa.nkho.n me.n magar
mo'tabar kab hai gavaahii mirii tanhaa.ii kii
Farhat Ehsas
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kabhii lihaaz na rakhnaa kisii rivaayat kaa
jo jii me.n aayaa use ham ne mo'atabar jaanaa
Shakeel Azmi
Ghazal
boltii tasviir me.n ik naqsh lekin kuchh haTaa saa
ek harf-e-mo'tabar lafzo.n ke lashkar me.n akelaa