SEARCH RESULTS
Showing search results for "معجزات"
Ghazal MATCHES FOR "معجزات"
Ghazal
sunaa hai us ko bhii hai sher o shaa.irii se shaGaf
so ham bhii mo.ajize apne hunar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
faqr ke hai.n mo.ajizaat taaj o sariir o sipaah
faqr hai miiro.n kaa miir faqr hai shaaho.n kaa shaah
Allama Iqbal
Ghazal
ye ishq ek diyaa har taraf dikhaataa hai
mai.n jii rahaa huu.n tavaatur se mojazaat ke saath
Faizan Hashmi
Ghazal
chehre hu.e jo gard to aa.iina ban ga.e
kyaa turfa mo.ajizaat the sahraa kii dhuul ke
Dil Ayubi
Ghazal
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
zamaana KHud hii talabgaar ho rahaa un kaa
jo mo.ajizaat ke chakkar me.n ishq karte hai.n
Mahtab Dasti
Ghazal
is lab-e-jaa.n-baKHsh kii baate.n thii.n yaa
mo.ajazaat-e-iisii-e-garduu.n-maqaam
Ismail Merathi
Ghazal
pahle to mushkilaat kiraa.e pe liijiye
phir ham se mo.ajizaat kiraa.e pe liijiye
Mubashshir Ali Zaidi
Ghazal
ye mo.ajizaat tire vasl se nasiib hu.e
tujhe jo sochuu.n to tuu ruu-ba-ruu dikhaa.ii de
Mehr Husain Naqvi
Ghazal
ye mo.ajizaat kyaa khule.nge mujh haqiir se
'qamar' kii baat chho.Diye ka.ii gagan bhii hai.n
Shaariq Qamar
Ghazal
zamaana KHud hii talabgaar ho rahaa un kaa
jo mo.ajizaat ke chakkar me.n ishq karte hai.n
Mahtab Dasti
Ghazal
kahaanii-kaar mire vaaqi.aat baaqii hai.n
bahut hai.n qisse bahut mo.ajizaat baaqii hai.n
Aves Sayyad
Ghazal
ye mo.ajizaat-e-jazb-e-mohabbat to dekhnaa
shaam-e-firaaq sub.h-e-daraKHshaa.n hai aaj kal
Raza Muradabadi
Ghazal
machal se uThte the saare daraKHt jangal ke
parinda u.Dte hu.e mo’jizaat kartaa thaa
Kuldeep Kumar
Ghazal
apne liye fazaa.e.n alag Dhuu.nDhtaa huu.n mai.n
mujh ko yaqii.n nahii.n hai tire mo'jizaat kaa