SEARCH RESULTS
Showing search results for "نمط"
Ghazal MATCHES FOR "نمط"
Ghazal
garm-rau raah-e-fanaa kaa nahii.n ho saktaa pata.ng
us se to sham.a-namat sar bhii kaTaayaa na gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Gash hai.n ki be-dimaaG hai.n gul-pairahan namat
az-bas dimaaG-e-itr-e-garebaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
ye bhii hai adaa ko.ii KHurshiid namat pyaare
mu.nh sub.h dikhaa jaanaa phir shaam chhupaa jaanaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye KHosha-chiini-e-KHvaan-e-aniis hai 'arshad'
namak namat jo mire sher me.n fasaahat hai
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
be-ravii o zulf-e-yaar hai rone se kaam yaa.n
daaman hai mu.nh pe abr-e-namat sub.h-o-shaam yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
thii.n apnii aa.nkhe.n halqa-e-zanjiir kii namat
paivasta hil rahii dar-e-baitus-sanam ke saath
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
hame.n bhii hove ijaazat ki sham.a-ruu tujh par
pata.ng kii namat ik dam tuu aas-paas phire.n
Meer Hasan
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
Wali Dakni
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ham to mizhgaa.n kii namat ham-chashmo.n
KHaalii haath aa.e hai.n armaan bhare
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
tum baalo.n ko khole hu.e gulshan me.n jo aa.e
har shaaKH-e-shajar zulf-e-namat-KHam nazar aa.ii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
majlis me.n terii kaavish-e-mizhgaa.n ke haath se
Guncha namat har ek jigar laKHt laKHt thaa
Sher Mohammad Khan Iman
Ghazal
dil me.n KHayaal-e-yaar hai jaasuus kii namat
rakhtaa huu.n is kuu.n na.ng suu.n naamuus kii namat