SEARCH RESULTS
Showing search results for "پرستار_محبت"
Ghazal MATCHES FOR "پرستار_محبت"
Ghazal
ham husn ke bande hai.n parastaar-e-mohabbat
paa.e.nge hame.n aap chale jaa.e.n jidhar bhii
Rahbar Jadeed
Ghazal
har a.nkh 'muniir' us ko jagah detii hai dil me.n
KHud husn kii nazre.n hai.n parastaar-e-mohabbat
Muneer Bhopali
Ghazal
har aa.nkh 'muniir' us ko jagah detii hai dil me.n
KHud husn kii nazre.n hai.n parastaar-e-mohabbat
Muneer Bhopali
Ghazal
mai.n parastaar-e-mohabbat Thahraa mujh ko chho.Diye
aap pahle maqsad-e-taKHliiq-e-aadam dekhiye
Hamdam Siddiqi
Ghazal
ahl-e-irfaa.n ko parastaar-e-mohabbat paa kar
aatish-e-rashk-o-hasad me.n ka.ii asnaam jale
Basit Ujjaini
Ghazal
ma.abad-e-dil me.n parastaar-e-mohabbat huu.n 'asar'
ravish-e-kaafir-o-dii.n-daar kahaa.n se laa.uu.n
Asar Lakhnavi
Ghazal
sone chaa.ndii ke parastaar nahii.n ho sakte
ai vatan ham kabhii Gaddaar nahii.n ho sakte
Rahi Hameedi Chand Puri
Ghazal
aap hii fan kaa parastaar samajhte hai.n mujhe
varna ye log to fankaar samajhte hai.n mujhe
Kuldeep Kumar
Ghazal
kuchh log mohabbat me.n vafaa Dhuu.nD rahe hai.n
ham ko to ye lagtaa hai havaa Dhuu.nD rahe hai.n
Satyam Raushan
Ghazal
haqiiqat ke ab tak parastaar hai.n ham
jo biktaa nahii.n aisaa aKHbaar hai.n ham
Khan Ateeq Afridi
Ghazal
ruu-e-zebaa ke parastaar nahii.n ho sakte
jo mohabbat me.n giraftaar nahii.n ho sakte
Manzoor-ul-Haq Nazir
Ghazal
raanaa.i-e-kaunain se be-zaar hamii.n the
ham the tire jalvo.n ke talabgaar hamii.n the
Ehsan Danish
Ghazal
chaa.ndnii jaisaa badan chaa.nd sii suurat us kii
har nazar vaale ko pa.Dtii hai zaruurat us kii
Jani Shaida
Ghazal
kyuu.n itnaa hame.n apnii mohabbat pe yaqii.n hai
duniyaa to mohabbat kii parastaar nahii.n hai
Alam Khursheed
Ghazal
ko.ii tasviir yahaa.n aa.ina-KHaano.n me.n nahii.n
ab hadaf kaun ho jab tiir kamaano.n me.n nahii.n
Asrar Zaidi
Ghazal
buGz-o-kiine se kuduurat se hai nafrat ham ko
aashtii-amn-o-mohabbat ke parastaar hai.n ham
Kaukab Zaki
Ghazal
kyaa bharosa hai unhe.n chho.D ke laachaar na jaa
bin tire mar hii na jaa.e.n tire biimaar na jaa
Syed Sagheer Safi
Ghazal
jo log mohabbat me.n giraftaar nahii.n hai.n
vo log haqiiqat ke parastaar nahii.n hai.n
D. Raj Kanwal
Ghazal
ab mohabbat ke parastaar kahaa.n ai saaqii
sab mohabbat ke KHariidaar nazar aate hai.n