SEARCH RESULTS
Showing search results for "ہتھیار"
Ghazal MATCHES FOR "ہتھیار"
Ghazal
baiThte jab hai.n khilaune vo banaane ke liye
un se ban jaate hai.n hathiyaar ye qissa kyaa hai
Hastimal Hasti
Ghazal
hathiyaar Daale baiThaa haaraa hu.aa ye la.Dkaa
aur vo hasiin la.Dkii duniyaa se la.D rahii hai
Anant Gupta
Ghazal
is tarah fat.h kiye kitne ilaaqe ham ne
jang ke vaaste hathiyaar nahii.n hote the
Aarib Hasimi
Ghazal
jis qadar ghaayal kiyaa KHud sau gunaa ghaayal hu.aa
ishq hii to thaa miraa hathiyaar pahlaa aaKHirii
aabid umar
Ghazal
koshish hai shart yuu.nhii na hathiyaar phe.nk de
mauqa.a mile to KHat pas-e-diivaar phe.nk de
Shahzad Ahmad
Ghazal
iflaas-o-ta.ng-dastii kaa e.ajaaz ye bhii hai
maa.ngoge gar qalam tumhe.n hathiyaar de.nge log
Nasir Amrohvi
Ghazal
Shakeel Shamsi
Ghazal
krishn jaisaa saarthii ab chaahtii hai zindagii
kaam sab bante nahii.n hai.n jang me.n hathiyaar se
Santosh Singh Shekhar
Ghazal
zab.h ham saamne hote hii hu.e qaatil ke
baavajuude-ki ko.ii haath me.n hathiyaar na thaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
qalam kii kaaT to talvaar se bhii ba.Dh kar hai
magar shumaar ye hathiyaar me.n nahii.n aataa
Raoof Khair
Ghazal
Erum Zehra
Ghazal
jaise maftuuh na ho faateh-e-sad-aalam ho
dil ne yuu.n Daal diye ishq me.n hathiyaar ki bas
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
Khwaja Sajid
Ghazal
davaa se ba.Dh ke davaa hai labaan-e-surKH kaa lams
qatiil-e-husn ko hathiyaar se shifaa hogii