SEARCH RESULTS
Showing search results for "इल्हाम"
Ghazal MATCHES FOR "इल्हाम"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
utraa hai baam se ko.ii ilhaam kii tarah
jii chaahtaa hai saarii zamii.n ko sajaa.uu.n mai.n
Qateel Shifai
Ghazal
ham maslahat-e-vaqt ke qaa.il nahii.n yaaro
ilzaam jo denaa hai sar-e-aam diyaa jaa.e
Mohsin Bhopali
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Naim Siddiqi
Ghazal
mai.n ne kab da.avaa-e-ilhaam kiyaa hai 'taabaa.n'
likh diyaa kartaa huu.n jo dil pe guzartii jaa.e
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
daaman-e-dil pe nahii.n baarish-e-ilhaam abhii
ishq naa-puKHta abhii jazb-e-daruu.n KHaam abhii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
kyuu.n bhalaa ibliis ko ilzaam dete ho faqat
tum ko KHair-o-shar kaa bhii ilhaam honaa chaahiye
Humaira Gul Tishna
Ghazal
ye sunaa.e.n paak naGme avvalii.n ilhaam ke
vo KHudaa ke aaKHirii paiGaam kii baate.n kare.n
Hari Chand Akhtar
Ghazal
kaun kartaa hai pas-e-parda-e-aa.iina kalaam
aks ko hairat-e-ilhaam se pahchaante hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
pesh-biinii hai ye ilhaam ke aa.iine kii
aks qur.aan kaa injiil me.n aayaa hu.aa hai
Asim Wasti
Ghazal
vahshat me.n zamaana mujhe badnaam na kartaa
ho jaataa rafuu chaak jo ilzaam se pahle
Nazar Barni
Ghazal
vijdaan me.n vo aayaa ilhaam hu.aa mujh ko
mai.n bhuul gayaa us ko vo bhuul gayaa mujh ko
Shuja Khaavar
Ghazal
Ajay Sahaab
Ghazal
sher me.n ek zaraa saa hotaa hai ilhaam
us ke baa'd to jo kuchh hai fankaarii hai
Farhat Ehsas
Ghazal
lafzo.n ke dar-o-bast pe har-chand ho qaadir
shaa.er nahii.n jo saahab-e-ilhaam nahii.n hai