SEARCH RESULTS
Showing search results for "जाम-ए-शराब"
Ghazal MATCHES FOR "जाम-ए-शराब"
Ghazal
aaftaab aa.e chamak kar jo sar-e-jaam-e-sharaab
rind samjhe.n ki hai saadiq sahar-e-jaam-e-sharaab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
maujo.n kaa aks hai KHat-e-jaam-e-sharaab me.n
yaa KHuun uchhal rahaa hai rag-e-maahtaab me.n
Asghar Gondvi
Ghazal
bazm se aaKHir-e-shab hai safar-e-jaam-e-sharaab
shaam-e-Gurbat hu.ii saaqii sahar-e-jaam-e-sharaab
Dagh Dehlvi
Ghazal
jo nuur dekhtaa huu.n mai.n jaam-e-sharaab me.n
vo aaftaab me.n hai na vo maahtaab me.n
Raees Niyazi
Ghazal
vo ham-kanaar hai jaam-e-sharaab haath me.n hai
baGal me.n chaa.nd hai aur aaftaab haath me.n hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
kisii ke haath me.n jaam-e-sharaab aayaa hai
ki maahtaab tah-e-aaftaab aayaa hai
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
aaj badlii hai havaa saaqii pilaa jaam-e-sharaab
bars kaalii va.ada jaate hai.n baras kaale sahaab
Mirza Daood Beg
Ghazal
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
jab uThaayaa hai jaam-e-sharaab-e-kuhan
pa.D ga.ii asr-e-nau kii jabii.n par shikan
Shadan Indauri
Ghazal
partav hai tere ruKH kaa jo jaam-e-sharaab me.n
aataa hai maahtaab nazar aaftaab me.n
Munshi Thakur Parsad Talib
Ghazal
nashaat-e-mai hai ki jaam-e-sharaab hai kyaa hai
vo KHvaab-e-husn hai yaa husn-e-KHvaab hai kyaa hai
Naeem Saba
Ghazal
Hayat Amrohvi
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
jahaa.n me.n mast-e-alast intiKHaab kyaa karte
subuu-o-shiisha-o-jaam-e-sharaab kyaa karte
Talib Dehlavi
Ghazal
shukriya ai gardish-e-jaam-e-sharaab
mai.n bharii mahfil me.n tanhaa ho gayaa