SEARCH RESULTS
Showing search results for "दस्त-ए-तलब"
Ghazal MATCHES FOR "दस्त-ए-तलब"
Ghazal
dast-e-talab daraaz ziyaada na kar sake
ham zindagii se ko.ii taqaazaa na kar sake
Zain Ramish
Ghazal
sikhaa.e.n dast-e-talab ko adaa-e-bebaakii
payaam-e-zer-labii ko salaa-e-aam kare.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kisii ke dast-e-talab ko pukaartaa huu.n mai.n
uThaa.o haath mujhe maa.ng lo du.aa huu.n mai.n
Qamar Siddiqi
Ghazal
hasrat ke daaG dast-e-talab se nahii.n dhule
bhaarii the KHvaab aa.nkh se puure nahii.n tule
Farah Rizwi
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
Shahnawaz Ansari
Ghazal
kas-o-naa-kas hai.n bahut dast-e-talab ke aage
sar-e-pindaar jhukaa jaataa hai sab ke aage
Mahtab Haider Naqvi
Ghazal
fanaa ke baa'd hii miltii hai zindagii ko davaa
'talab' ye ramz tumhaarii samajh me.n aataa hai kyaa
Khurshid Talab
Ghazal
'talab' ye soch ke lag jaa.e na zabaan me.n za.ng
kisii se baat mai.n kartaa nahii.n ishaare me.n
Khurshid Talab
Ghazal
mujhe sameT ke rakhtaa hai kitnii der 'talab'
kisii ke husn-e-nazar kaa kamaal dekhtaa huu.n
Khurshid Talab
Ghazal
ik qalandar kii tarah vaqt rahaa mahv-e-KHiraam
us ne kab dhyaan ''talab'' shor-e-sagaa.n par rakkhaa
Khurshid Talab
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
husn aur ta.ana-e-bechaargii-e-dast-e-talab
ishq hai be-KHabar-e-tangii-e-daamaa.n jaise
Ghani Ahmad Ghani
Ghazal
Gairat-e-dast-e-talab baat to jab hai terii
apnaa daaman hii tirii samt ba.Dhaa de ko.ii
Shamim Jaipuri
Ghazal
bataur-e-dast-e-talab jo uThaa.e jaate rahe
vo haath aa.e nahii.n hai.n shumaar me.n ab ke
Khwaja Rabbani
Ghazal
hasrat-e-dast-e-talab khulne kii suurat na banii
aaKHirii saf me.n bahut duur biThaa.e ga.e the