SEARCH RESULTS
Showing search results for "रवैया"
Ghazal MATCHES FOR "रवैया"
Ghazal
roz dil me.n hasrato.n ko jaltaa bujhtaa dekh kar
thak chukaa huu.n zindagii kaa ye ravayya dekh kar
Khushbir Singh Shaad
Ghazal
ahbaab to ahbaab hai.n dushman ke ta.ii.n bhii
kam-zarf zamaane kaa ravayya nahii.n rakhtaa
Faragh Rohvi
Ghazal
na aarzuu ko.ii badlii na merii mahruumii
badal gayaa hai ravayya samaa.n nahii.n badlaa
Obaid Siddiqi
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
meraa sabhii ke saath ravayya hai ek saa
'shaahid' mujhe tamiiz nahii.n KHair o shar ke biich
Shahid Zaki
Ghazal
ham tire saath tire jaisaa ravayya rakhte
dene vaale ne magar aisii tabii.at nahii.n dii
Ahmad Ashfaq
Ghazal
mai.n us kaa zikr kisii aur se nahii.n kartaa
kahii.n ye meraa ravayya use buraa na lage
Ishrat Kiratpuri
Ghazal
barso.n se is ke saath guzar kar rahe hai.n ham
har-chand zindagii kaa ravayya nahii.n pasand
Saleem Sarfaraz
Ghazal
is ghar ke makiino.n kaa ravayya bhii to dekhuu.n
taz.iin-e-dar-o-baam me.n khoyaa hu.aa kyuu.n huu.n
Ashfaq Husain
Ghazal
Iftikhar Haidar
Ghazal
aap ke ravayya par KHush-gumaaniyaa.n kaisii
ko.ii maslahat hogii varna ye inaayat kyaa
Pirzada Qasim
Ghazal
Iftikhar Haidar
Ghazal
Ehsan Danish
Ghazal
badal rahaa hai ravayya zaraa zaraa hii sahii
ab ek din me.n to saaraa badal nahii.n sakte
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
is qadar talKH ravayya tuu mire saath na rakh
zindagii me.n tujhe siine se lagaa bhii na sakuu.n