SEARCH RESULTS
Showing search results for "aavart muni budh mal ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "aavart muni budh mal ebooks"
Ghazal
zulf lahraa ke fazaa pahle mo.attar kar de
jaam phir aa.nkho.n ke mai-KHaane se bhar bhar kar de
Sada Ambalvi
Ghazal
Vilas Pandit Musafir
Ghazal
raaz ye sab ko bataane kii zaruurat kyaa hai
dil samajhtaa hai tire zikr me.n lazzat kyaa hai
Raaz Allahabadi
Ghazal
numuud o buud ko aaqil habaab samjhe hai.n
vo jaagte hai.n jo duniyaa ko KHvaab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
tuman raushnii bin haman raushnii naah
tuu diidaar bin sabhii diidaar hai.n kaah
Quli Qutub Shah
Ghazal
KHvaab aaraam nahii.n KHvaab pareshaanii hai
mere bistar me.n aziyyat kii faraavaanii hai
Akbar Masoom
Ghazal
din-bhar kii dau.D raat ke auhaam vasvase
ThanDii salonii shaam kii KHush-buu me.n Dhal ga.e
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
jis tarah bachche buzurgo.n ke charan chuumte hai.n
ham mohabbat se mohabbat kaa badan chuumte hai.n
Aalam Nizami
Ghazal
baa.Dh aa.ii gaa.nv ko dariyaa bahaa kar le gayaa
ek pyaasaa duusre pyaase ko aa kar le gayaa
Tahir Tilhari
Ghazal
niklii jo ruuh ho ga.e ajzaa-e-tan KHaraab
ik sham' bujh ga.ii to hu.ii anjuman KHaraab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
jab qaafila yaado.n kaa guzraa to fazaa mahkii
mahsuus hu.aa tere qadmo.n kii sadaa mahkii
Shakeel Gwaliari
Ghazal
ab mulaaqaat kahaa.n shiishe se paimaane se
faatiha pa.Dh ke chale aa.e hai.n mai-KHaane se