SEARCH RESULTS
Showing search results for "aiman tanzeel"
Ghazal MATCHES FOR "aiman tanzeel"
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
tuu ne 'hasrat' kii ayaa.n tahziib-e-rasm-e-aashiqii
is se pahle e'tibaar-e-shaan-e-rusvaa.ii na thaa
Hasrat Mohani
Ghazal
'tafziil' thaa ik aamad-o-ilhaam kaa shaa.ir
baaqii vahii urdu me.n hai faanii bhii vahii thaa
Tafzeel Ahmad
Ghazal
haatho.n me.n haath diije duhaa.ii na diijiye
tanziim-e-amn se hai.n abhii naa-shanaas kyaa
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
aaGaaz-e-baab-e-nau hai mirii maut ai 'amiin'
tabdiil kar rahaa huu.n mai.n unvaan-e-zindagii
Ameen Hazin
Ghazal
hikmat-o-ilm-o-firaasat hii tiraa virsa hai
nuur-e-iimaan-talab Garb kii tanviir na dekh
Usman Jauhari
Ghazal
iimaan-o-ittihaad kii tanziim kho ga.ii
ab khaa.nchaa jack pavvaa chalaataa hai ye nizaam
Imran Shamshad Narmi
Ghazal
shaa.irii ruuh me.n tahliil nahii.n ho paatii
ham se jazbaat kii tashkiil nahii.n ho paatii
Shakeel Azmi
Ghazal
aahan me.n Dhaltii jaa.egii ikkiisvii.n sadii
phir bhii Gazal sunaa.egii ikkiisvii.n sadii
Bashir Badr
Ghazal
aasaa.n hu.e sab marhale ik mauja-e-paa se
barso.n kii fazaa ek sadaa se hu.ii tabdiil
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
ik havelii huu.n us kaa dar bhii huu.n
KHud hii aa.ngan KHud hii shajar bhii huu.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
ayaa.n dono.n se takmiil-e-jahaa.n hai
zamii.n gum ho to phir kyaa aasmaa.n hai
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
ik zaruurat hai jo tahviil tak aa pahu.nchii hai
har haqiiqat yahaa.n tamsiil tak aa pahu.nchii hai
Misdaque Azmi
Ghazal
karte hai.n musalsal mire iimaan pe tanqiid
KHud apne aqiido.n kii vazaahat nahii.n karte
Asim Wasti
Ghazal
shahr ke qaanuun din me.n to.Dnaa aasaa.n na thaa
raat me.n niklii hai duniyaa ilm kii tahsiil ko
Shuja Khaavar
Ghazal
kaalii raato.n ko bhii ra.ngiin kahaa hai mai.n ne
terii har baat pe aamiin kahaa hai mai.n ne
Rahat Indori
Ghazal
masjid me.n us ko dekh ke hairaan rah gayaa
tanqiid kar rahaa thaa jo kal tak azaan par