SEARCH RESULTS
Showing search results for "asar-e-ishq"
Ghazal MATCHES FOR "asar-e-ishq"
Ghazal
mai.n sochtaa huu.n bhalaa mere jasd-e-KHaakii se
ai 'ashk' kyaa mire taar-e-nafas kaa rishta thaa
Raza Ashk
Ghazal
ai ishq kyaa yahii hai makaafaat-e-aarzuu
apnii hii KHaak haath se apne u.Daa.uu.n mai.n
Asar Lakhnavi
Ghazal
phuul vo hai jo mayassar cha.Dhe ye suntaa thaa
ab khulaa dil kii rah-e-ishq me.n qurbaanii de
Asar Lakhnavi
Ghazal
bajaa ki hissa-e-haq bhii na mil sakaa lekin
'asar' udaas na ho apnaa dil kushaada kar
Mahfooz Asar
Ghazal
Gam-e-zamaana se fursat kahaa.n 'asar-saahab'
du.aa ko haath jo apne liye uThaa.uu.n mai.n
Mahfooz Asar
Ghazal
aib-juu.ii me.n shab-o-roz guzaare.n jo 'asar'
apne kirdaar pe kab un kii nazar hotii hai
Mahfooz Asar
Ghazal
bhaTak na jaa.e kahii.n asp-e-ishq raaho.n se
du.aa labo.n pe tire ham-rikaab merii hai
Asar Saeed
Ghazal
patthar samajh rahe the asar jis ko log vo
tarshaa gayaa to raunaq-e-baazaar ho gayaa
Mahfooz Asar
Ghazal
Dubo.egaa hame.n sail-e-sitam 'asar' kaise
zamaane bhar kii du'aa to hamaare saath me.n hai
Mahfooz Asar
Ghazal
Nazeer Asar
Ghazal
aa.nkho.n me.n ashk dil me.n KHalish soz aah me.n
hai ik jahaan-e-dard mohabbat kii raah mai.n
Nazeer Asar
Ghazal
har-chand ashk-e-yaas jab umDe to pii ga.e
chamkaa falak pe ek sitaaraa kabhii kabhii
Asar Lakhnavi
Ghazal
mujh ko barbaad hii rahne de talaafii se guzar
ishq ehsaa.n hai giraa.n-baarii-e--ehsaa.n kii qasam
Asar Lakhnavi
Ghazal
ab haath malte hai.n ki dam-e-arz-e-maajraa
kahne kii baat dhyaan se kaisii utar ga.ii
Asar Lakhnavi
Ghazal
KHuu.n hu.aa ashk banaa aur mizha se Tapkaa
dil ki lazzat-kash-e-ra.ngiinii-e-inkaar na thaa