SEARCH RESULTS
Showing search results for "asar-e-ishq"
Nazm MATCHES FOR "asar-e-ishq"
Nazm
rumuz-e-mohabbat
mirii zabaa.n ne kiyaa KHuu.n mirii mohabbat kaa
mire sukuut me.n tuufaan-e-ishq barpaa thaa
Asar Sahbai
Nazm
dil-ashob
par ishq o vafaa ke yaad rahe aadaab ise
tiraa naam o maqaam jo puuchhaa, ha.ns kar Taal gayaa
Ibn e Insha
Nazm
aam ruKHsat ho gaya
ab kisii ke jaal me.n ye qaid ho saktaa nahii.n
thaa 'asar' jis kaa asiir-e-daam ruKHsat ho gayaa
Shaheen Iqbal Asar
Nazm
aam hai aur aam hai
sab phalo.n kaa jab taqaabul ho 'asar'
aam hii bas qaabil-e-in.aam hai
Shaheen Iqbal Asar
Nazm
mera jazba-e-shauq kaam aa raha hai
mujhe hai KHushii jo hai.n diivaane us ke
'asar' un me.n meraa bhii naam aa rahaa hai
Shaheen Iqbal Asar
Nazm
gulha-e-aqidat
gul se apnii nisbat-e-deriina kii khaa kar qasam
ahl-e-dil ko ishq ke andaaz samjhaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
aawagawan
iisaa-e-ashk ne chamkaa.ii hai palko.n kii saliib
pyaar ne dard kii injiil ko dohraayaa hai
Nisar Nasik
Nazm
saza
mai.n ibtidaa-e-ishq se be-mehr hii rahaa
tum intihaa-e-ishq kaa me.aar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
fikr
ek aaGosh-e-hasii.n shauq kii meraaj hai kyaa
kyaa yahii hai asar-e-naala-e-dil-haa-e-hazii.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
lenin
ham band-e-shab-o-roz me.n jak.De hu.e bande
tuu KHaaliq-e-aasaar-o-nigaaranda-e-aanaat
Allama Iqbal
Nazm
gandhi
iisaar-o-zabt-o-hausla-o-jauhar-e-vafaa
ausaaf tere ko.ii kahaa.n tak ayaa.n kare
Dharmpal Aaqil
Nazm
zohd aur rindi
suntaa huu.n ki kaafir nahii.n hinduu ko samajhtaa
hai aisaa aqiida asar-e-falsafa-daanii
Allama Iqbal
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
taamiir-e-KHudii kar asar-e-aah-e-rasaa dekh
KHurshiid-e-jahaa.n-taab kii zau tere sharar me.n
Allama Iqbal
Nazm
bhaarat ke musalman
har zarra-e-dehlii hai tire zau se munavvar
punjab kii mastii asar-e-jazb-e-qalandar
Jagan Nath Azad
Nazm
aao kamre se nikalte hain
ham vahii aab-o-havaa bhii hai vahii
asar-e-aab-o-havaa ko.ii nahii.n
Saleem Kausar
Nazm
23-march azan-e-subh-e-niyaz
ufuq raushnii ke manzar sa.nvar ga.e the
bahaar-e-aasaar-e-lahn kyaa thaa
Ashraf Javed
Nazm
basant ki aamad
dahr se ma.aduum jaa.De ke nishaa.n hone lage
har taraf aasaar-e-sar-garmii ayaa.n hone lage
Mela Ram Wafa
Nazm
KHushbu ka safar
merii maa.n maut kii aaGosh me.n bhii KHuubsuurat thii
mujassam shukr-o-iisaar-o-vafaa