SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhuulnaa"
Ghazal MATCHES FOR "bhuulnaa"
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n ki itnaa hii rabt rah jaa.e
vo yaad aa.e magar bhuulnaa muhaal na ho
Jawad Sheikh
Ghazal
unhe.n bhuulnaa yaa unhe.n yaad karnaa
vo bichh.De hai.n jab se yahii mashGala hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
samajh rahaa ho kahii.n KHud ko merii kamzorii
to us se kah do mujhe bhuulnaa bhii aataa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
bhuul jaanaa mujhe aasaan nahii.n hai itnaa
jab mujhe bhuulnaa chaahoge to yaad aa.uu.ngaa
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
mirii qasam hai tumhe.n rahravaan-e-mulk-e-adam
KHudaa ke vaaste tum bhuulnaa na jaa ke mujhe
Bismil Azimabadi
Ghazal
na bhuulnaa ye hai taaKHiir husn kii taaKHiir
'firaaq' aa.ii hu.ii maut Tal to saktii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Fayyaz Hashmi
Ghazal
dil ko bhii Gam kaa saliiqa na thaa pahle pahle
us ko bhii bhuulnaa achchhaa lagaa pahle pahle
Kishwar Naheed
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
mahshar me.n jaa-e-shikva kiyaa shukr yaar kaa
jo bhuulnaa thaa mujh ko vahii yaad rah gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
bhuulnaa KHud ko to aasaa.n hai bhulaa baiThaa huu.n
vo sitamgar jo na bhuule se bhulaayaa jaa.e
Zehra Nigaah
Ghazal
na bhuulnaa ki 'umar' hai.n ye dosto.n ke hisaab
kabhii na pa.Dhnaa jo dil kii kitaab me.n likhnaa
Umar Ansari
Ghazal
raasta bhuulnaa 'aadat hai puraanii us kii
yaa'nii ik roz vo ghar bhuul ke aa saktaa hai
Sajid Raheem
Ghazal
taGaaful teraa sheva hai magar ai bhuulne vaale
mohabbat ke dino.n ko bhuulnaa achchhaa nahii.n hotaa