SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-o-dii.n"
Ghazal MATCHES FOR "dil-o-dii.n"
Ghazal
dil-o-dii.n kho ke ko.ii yaas kii duniyaa na bane
na bane but ye KHudaa bhii ho.n to bandaa na bane
Abdul Kareem Shaiq
Ghazal
Dil Sikandarpuri
Ghazal
hamdam ha.nsii u.Daa na dil-e-daaG-daaG kii
tohfe diye hu.e ye kisii mehrbaa.n ke hai.n
Dil Ayubi
Ghazal
sajde me.n do-jahaan hai.n ai 'dil' hamaare saath
rutbe ye aastaan qalandar ke dekh lo
Dil Ayubi
Ghazal
bahut sa.nbhaal ke rakh apnii zindagii ai dil
phisal na jaa.e kisii din tumhaare haath kii Dor
Dil Sikandarpuri
Ghazal
naqd-e-dil hai ki garebaan ke har taar me.n hai
hausla ab bhii bahut tere KHariidaar me.n hai
Dil Ayubi
Ghazal
faa’ilaatun kaa nasha jin pe cha.Dhaa hai ai dil
vo mere fan kii sataa.ish nahii.n karne vaale
Dil Sikandarpuri
Ghazal
ai 'dil' inhe.n idraak kahaa.n namratiyo.n kaa
jo kahte hai.n pal bhar me.n bayaabaa.n se guzar jaa
Dil Ayubi
Ghazal
kitnaa hasii.n thaa jurm-e-Gam-e-dil ki do-jahaa.n
dar pe hai.n aaj tak mire ra.ng-e-qubuul ke
Dil Ayubi
Ghazal
ban ga.ii husn-e-talab bhii to mu.amma ai 'dil'
dard maa.ngaa thaa vo samjhe ki davaa maa.ngii thii
Dil Ayubi
Ghazal
Dil Ayubi
Ghazal
is shahr me.n to kuchh nahii.n rusvaa.ii ke sivaa
ai 'dil' ye 'ishq le ke kidhar aa gayaa tujhe
Dil Ayubi
Ghazal
KHarch itnaa bhii na ashko.n ko kiyaa kar ai 'dil'
Dher ro dene se ye aa.nkh chipak jaatii hai
Dil Sikandarpuri
Ghazal
aa.iina-KHaana do-aalam ko banaa kar ai 'dil'
muntazir baiThaa hai vaarafta-o-shaidaa kis kaa
Dil Ayubi
Ghazal
ai 'dil' ajab vo shahr-e-sitam thaa ki aaj tak
hai ko.ii adh-khulaa saa dariicha KHayaal me.n