SEARCH RESULTS
Showing search results for "duruud"
Ghazal MATCHES FOR "duruud"
Ghazal
duruud-bar-dil-e-vahshii salaam-bar-tap-e-ishq
KHud apnii hamd KHud apnii sanaa ke saath huu.n mai.n
Ali Zaryoun
Ghazal
pa.Dhe.n duruud na kyuu.n dekh kar hasiino.n ko
KHayaal-e-san.at-e-saane hai paak-biino.n ko
Meer Anees
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
pa.Dhiye duruud husn-e-sabiih-o-maliih par
jalva har ek par hai mohammad ke nuur kaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
niklaa hai aisii KHaak se kis saada-ruu kii ye
qaabil duruud bhejne ke hai safaa-e-gul
Meer Taqi Meer
Ghazal
shab ham Gazal-saraa the 'ravish' bazm-e-naaz me.n
sham-e-adab-shanaas ke lab par duruud thaa
Ravish Siddiqi
Ghazal
baaruud kaa nahii.n miraa maslak daruud hai
mai.n KHair maa.ngtaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
merii qismat me.n faqat durd-e-tah-e-saaGar hii hai
avval-e-shab jaam merii samt vo laayaa nahii.n
Parveen Shakir
Ghazal
duud-e-dil ishq me.n itnaa to asar paidaa kar
sar kaTe sham.a kii maanind to sar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
buu-e-gul naala-e-dil duud-e-charaaG-e-mahfil
jo tirii bazm se niklaa so pareshaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
duud meraa sumbulistaa.n se kare hai ham-sarii
bas-ki shauq-e-aatish-e-gul se saraapaa jal gayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kahte hu.e saaqii se hayaa aatii hai varna
hai yuu.n ki mujhe durd-e-tah-e-jaam bahut hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aashuftagii ne naqsh-e-suvaidaa kiyaa durust
zaahir hu.aa ki daaG kaa sarmaaya duud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mirii navaa-e-pareshaa.n ko shaa.irii na samajh
ki mai.n huu.n mahram-e-raaz-e-duruun-e-mai-KHaana
Allama Iqbal
Ghazal
the bazm me.n sab duud-e-sar-e-bazm se shaadaa.n
be-kaar jalaayaa hame.n raushan-nazrii ne