SEARCH RESULTS
Showing search results for "duruud"
Nazm MATCHES FOR "duruud"
Nazm
masjid-e-qurtuba
kaafir-e-hindi huu.n mai.n dekh miraa zauq o shauq
dil me.n salaat o duruud lab pe salaat o duruud
Allama Iqbal
Nazm
paisa
har tarah hotii hai KHush-vaqti-o-KHuubii bahbuud
KHush-dilii taazgii aur KHurmii kartii hai duruud
Nazeer Akbarabadi
Nazm
waqt-e-murawwat
alassabaah ki thii kaa.enaat sar-ba-sujuud
falak pe shor-e-azaa.n thaa zamii.n pe baa.ng-e-duruud
Josh Malihabadi
Nazm
saqi-nama
isii se hu.ii hai badan kii numuud
ki sho'le me.n poshiida hai mauj-e-duud
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
mauj-e-duud-e-aah se aa.iina hai raushan miraa
ganj-e-aab-aavrd se maamuur hai daaman miraa
Allama Iqbal
Nazm
zohd aur rindi
labrez mai-e-zohd se thii dil kii suraahii
thii tah me.n kahii.n durd-e-KHayaal-e-hama-daanii
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
ye jalve paikar-e-shab-taab ke ye bazm-e-shohuud
ye mastiyaa.n ki mai-e-saaf-o-durd sab be-buud
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aadhi raat
hayaat maut-numaa intishaar kaa aalam
hai mauj-e-duud ki dhundlii fazaa kii nabze.n hai.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aaj ki duniya
ik mauj-e-duud siine me.n larzaa.n hai is tarah
naagin sii jaise shiishe me.n lahraa rahii hai aaj
Firaq Gorakhpuri
Nazm
shama
hai shaan-e-aah kii tire duud-e-siyaah me.n
poshiida ko.ii dil hai tirii jalva-gaah me.n
Allama Iqbal
Nazm
ek alamat
durd-e-yak-saaGar-e-Gaflat hai che duniyaa o che-dii.n
jism ke daaG chhupaanaa to ko.ii baat nahii.n
Mustafa Zaidi
Nazm
sham ko raste par
mirii aa.nkho.n ko nazar aataa hai rauzan kaa dhu.aa.n
aur dil kahtaa hai ye duud-e-dil-e-soKHta hai
Meeraji
Nazm
shabab-e-gurezan
mai-e-taaza-o-naab haasil nahii.n hai
to kar luu.ngaa durd-e-tah-e-jaam pii kar guzaaraa!
Noon Meem Rashid
Nazm
salam
likh ga.e apne lahuu se jo vafaa ke qisse
un shahiido.n pe daruud un ke mazaaro.n ko salaam