SEARCH RESULTS
Showing search results for "fel"
Ghazal MATCHES FOR "fel"
Ghazal
qaul-e-momin hai us ke fel kii sharh
vo jo kahtaa hai kar guzartaa hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
thakan safar kii to mahsuus hii nahii.n hotii
chaluu.n tumhe.n jo sar-e-raah feel karte hu.e
Aks samastipuri
Ghazal
phuul maa.nguu.n to pilaataa hai baraa.nDii saaqii
kartaa hai bazm-e-guzishta kii talaafii saaqii
Rind Lakhnavi
Ghazal
paate hai.n kaj-sarisht jazaa apne fe'l kii
kahtii hai raastii ki bure kaa bhalaa na ho
Imdad Imam Asar
Ghazal
tujh par tire har fe'l par uThne lagii u.nglii
tuu KHud hai gazetted tiraa kirdaar registered
Shauq Bahraichi
Ghazal
kyuu.n nadaamat ho mujhe laa-iKHtiyaarii fel par
mai.n tirii nazro.n me.n rusvaa ho gayaa to ho gayaa
Faiz Alam Babar
Ghazal
fel-e-hakiim ain salaah o savaab hai
saaqii agar sharaab na de sargiraa.n na ho
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
kab tasavvur yaar-e-gul-ruKHsaar kaa fe.l-e-abas
ishq hai is gulshan-o-gulzaar kaa fe.al-e-abas
Bahram ji
Ghazal
sher kii taKHliiq 'kaavish' fel-e-jinsii to nahii.n
maanavii aulaad par hii naaz karnaa chaahiye
Kavish Badri
Ghazal
KHud-kushii ko.ii buraa fe'l nahii.n hai lekin
merii ammii ko mirii jaan bahut pyaarii hai
Mubashshara Mehfooz
Ghazal
‘irfaan-e-'ishq to.D de zanjiir-e-fe’l ko
ruk jaa.e.n apne aap hii aavaagavan ke paa.nv
Chandrashekhar Pandey Shams
Ghazal
Khar Dehlavi
Ghazal
agarche shaiKH hai piinaa sharaab fel-e-shanii.a
pa kyaa karuu.n ki ka.ii din se thii hu.aa baa.is
Qayem Chaandpuri
Ghazal
tum ne mujh ko vaqfa kah ke chho.D diyaa thaa
mai.n ne bilkul nayaa anaasir feel kiyaa hai
Annkit Gautam
Ghazal
qaul aur fe'l me.n dekhaa hai tazaad un ke bhii
jin kii duniyaa me.n hai mash.huur masiihaa.ii bahut
Ustad Vajahat Husain Khan
Ghazal
apnii tahziib ke virse ko bachaa kar rakhnaa
phuul khiltaa hai jo miTTii se ju.Daa rahtaa hai