SEARCH RESULTS
Showing search results for "gard-o-Gubaar"
Ghazal MATCHES FOR "gard-o-Gubaar"
Ghazal
abhii kuchh aur bhii gard-o-Gubaar ubhregaa
phir is ke baa'd miraa shah-savaar ubhregaa
Mohsin Bhopali
Ghazal
gard-o-Gubaar yuu.n ba.Dhaa chehra bikhar gayaa
malbuus thaa mai.n jis me.n labaada bikhar gayaa
Nadeem Mahir
Ghazal
u.Daa ke phir vahii gard-o-Gubaar pahle saa
bulaa rahaa hai safar baar-baar pahle saa
Akhilesh Tiwari
Ghazal
merii vafaa muqiim hai gard-o-Gubaar me.n
aahista chalnaa baad-e-sabaa kuu-e-yaar me.n
Dawood Kashmiri
Ghazal
gard-o-Gubaar dhuup ke aa.nchal pe chhaa ga.e
aur ghan-garaj ke shor bhii baadal pe chhaa ga.e
Imam Azam
Ghazal
ye kamra aur ye gard-o-Gubaar us kaa hai
vo jis ne aanaa nahii.n intizaar us kaa hai
Yasmeen Habeeb
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
har shai jahaa.n kii gard-o-Gubaar-e-KHayaal hai
aashob-gaah-e-dahr me.n jiinaa muhaal hai
Jafar Tahir
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
sar-bulandii hame.n mil saktii hai lekin ai 'Gubaar'
aaj millat ke javaano.n me.n tag-o-taaz nahii.n
Ghubar Kiratpuri
Ghazal
kaash miT miT ke mirii hastii-e-naachiiz 'Gubaar'
KHaak ho jaa.e to KHaak-e-dar-e-jaanaana bane
Ghubaar Bhatti
Ghazal
Ghubaar Bhatti
Ghazal
Ghubaar Bhatti
Ghazal
hai bahut muhaal is kaa jo 'Gubaar' maa-badal ho
mirii tiirgii-e-qismat mirii shaam ban ke aa.ii
Ghubaar Bhatti
Ghazal
Ghubaar Bhatti
Ghazal
sab ahl-e-vafaa ho ga.e kangaal 'Gubaar' aaj
naa-ahlo.n ke ghar la.al-o-gohar dekh rahe hai.n
Ghubar Kiratpuri
Ghazal
go nisf sadii biitii aazaadi-e-kaamil ko
raahat kaa 'Gubaar' ab tak saamaan nahii.n miltaa