SEARCH RESULTS
Showing search results for "gard-o-Gubaar"
Nazm MATCHES FOR "gard-o-Gubaar"
Nazm
hijraton ka dukh
fazaa me.n gard-o-Gubaar hogaa
dhu.aa.n dhu.aa.n zindagii kii raaho.n me.n
Shamim Qasmi
Nazm
(1) parliament
ham hamesha gard-o-Gubaar kamaa kar laa.e
magar kabhii inkaar ko rahnumaa nahii.n jaanaa
Muneer Ahmad Firdaus
Nazm
KHak-e-hind
gard-o-Gubaar yaa.n kaa KHil.at hai apne tan ko
mar kar bhii chaahte hai.n KHaak-e-vatan kafan ko
Chakbast Braj Narayan
Nazm
dilli aur hum
ilm-o-fan ke motiyo.n pe jam gayaa gard-o-Gubaar
KHaak ke zarraat me.n malbuus durdaane hai.n ham
Talib Chakwali
Nazm
panch parchhaiyan
uf vo baraadar-e-saGiir sahn me.n kheltaa hu.aa
gard-o-Gubaar se tamaam goraa badan aTaa hu.aa
Salam Sandelvi
Nazm
KHwab ki tarah se yaad hai
aur phir vaqt vo aataa hai ki har mauj-e-sabaa
apne daaman me.n liye gard-o-Gubaar aatii hai
Jagan Nath Azad
Nazm
karachi ka traffic
paak daaman pe nahii.n us ke zaraa gard-o-Gubaar
chor-baazaar me.n phirtii hai ba-sad-izz-o-vaqaar
Syed Mohammad Jafri
Nazm
ek sawal
jo lauh-e-saada par ik baar teraa naam likhaa
Gubaar-e-gard-e-zamaana use miTaa na sakaa
Salma shaheen
Nazm
harf-e-aKHir
guzarte vaqt ke gard-o-Gubaar ke niiche
hasiin jism kii taabindagii chhupaa.e hu.e
Ali Sardar Jafri
Nazm
ujale ki lakir
vaqt kii gard chhaTegii to ba-unvaan-e-sahar
manzil-e-shauq kii raaho.n kaa ta.ayyun hogaa
Noor -e-Shama Noor
Nazm
sabz ruton mein qadim gharon ki KHushbu
gard-o-Gubaar me.n Duube kamre
aapas me.n baate.n karte hai.n