SEARCH RESULTS
Showing search results for "gauhar e iqbal volume 001 ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "gauhar e iqbal volume 001 ebooks"
Ghazal
yuu.n haath nahii.n aataa vo gauhar-e-yak-daana
yak-ra.ngii o aazaadii ai himmat-e-mardaana
Allama Iqbal
Ghazal
Gubaar-e-ta.ng-zehnii suurat-e-KHanjar nikaltaa hai
hamaarii bastiyo.n se roz ik lashkar nikaltaa hai
Fasih Akmal
Ghazal
havaa ho aisii ki hindostaa.n se ai 'iqbaal'
u.Daa ke mujh ko Gubaar-e-rah-e-hijaaz kare
Allama Iqbal
Ghazal
Gubaar-e-nuur hai yaa kahkashaa.n hai yaa kuchh aur
ye mere chaaro.n taraf aasmaa.n hai yaa kuchh aur
Ali Akbar Abbas
Ghazal
Iqbal Majeedi
Ghazal
tasviir-e-gard ban gayaa 'akbar' chaman tamaam
kaise Gubaar vaadii-e-kohsaar se uThe
Akbar Hyderabadi
Ghazal
maqaam-e-aql se aasaa.n guzar gayaa 'iqbaal'
maqaam-e-shauq me.n khoyaa gayaa vo farzaana
Allama Iqbal
Ghazal
khulaa hai kab ko.ii jauhar hijaab me.n 'akbar'
guhar ke baab me.n tark-e-sadaf zaruurii thaa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
gardish-e-vaqt se 'iqbaal' pareshaan na ho
ye tabaahii bhii guzar jaa.egii hairaan na ho
Iqbal Bharti
Ghazal
ajnabii lagte the sab kuucha o baazaar 'akbar'
Gaur se dekhaa to vo shahr miraa apnaa thaa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
gesuu-e-taabdaar ko aur bhii taabdaar kar
hosh o KHirad shikaar kar qalb o nazar shikaar kar
Allama Iqbal
Ghazal
KHirad ke paas KHabar ke sivaa kuchh aur nahii.n
tiraa ilaaj nazar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
aa.e ham 'Gaalib'-o-'iqbaal' ke naGmaat ke ba.ad
'mus.haf'-e-ishq-o-junuu.n husn kii aayaat ke ba.ad
Ali Sardar Jafri
Ghazal
miir-e-sipaah naa-sazaa lashkariyaa.n shikasta saf
aah vo tiir-e-niim-kash jis kaa na ho ko.ii hadaf