SEARCH RESULTS
Showing search results for "gulguu.n"
Ghazal MATCHES FOR "gulguu.n"
Ghazal
haazir hai.n kaliisaa me.n kabaab o mai-e-gulguu.n
masjid me.n dharaa kyaa hai ba-juz mau.iza o pand
Allama Iqbal
Ghazal
naamvarii kii baat digar hai varna yaaro socho to
gulguu.n ab tak kitne teshe be-KHuun-e-farhaad hu.e
Jaun Eliya
Ghazal
na maa.nguu.n baada-e-gul-guu.n se bhiik mastii kii
agar tire lab-e-laalii.n miraa ye kaam kare.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
bahaar-e-aariz-e-gulguu.n tujhe KHudaa kii qasam
vo sub.h mere liye bhii ki jis kii shaam na ho
Jamill Murassapuri
Ghazal
labrez kar is daur me.n ai saaqii-e-kam-zarf
mat rakh mai-e-gulguu.n se tahii jaam hamaaraa
Shah Naseer
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
kal nazar aayaa chaman me.n ik ajab rashk-e-chaman
gul-ruKH o gul-guu.n qabaa o gul-azaar o gul-badan
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kyuu.nke be-baada lab-e-juu pe chaman me.n rahiye
aks-e-gul aab me.n takliif-e-mai-e-gul-guu.n hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
yaa.n saaGar-e-dil KHuun-e-tamannaa se bharaa hai
par baada-e-gulguu.n se vahaa.n jaam tumhaaraa
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
partav-e-ra.ng se gulguu.n hu.aa maamuura-e-chashm
dhuum hai kuu-e-tamaashaa ke chaman hone kii
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
ye kaun hai labo.n me.n rasiilii rute.n ghulii.n
palko.n kii oT nii.nd me.n gul-guu.n gagan pa.De
Majeed Amjad
Ghazal
chuum lenaa lab-e-laalii.n kaa hai rindo.n ko ravaa
rasm ye baada-e-gul-guu.n se chalii hai yaaro
Ali Sardar Jafri
Ghazal
girya-e-bulbul par us ne ha.ns diyaa
jis ne ai gulguu.n-qabaa dekhaa tujhe