SEARCH RESULTS
Showing search results for "hadees e dil ghulam rabbani taban ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "hadees e dil ghulam rabbani taban ebooks"
Ghazal
har sitam lutf hai dil KHuugar-e-aazaar kahaa.n
sach kahaa tum ne mujhe Gam se sarokaar kahaa.n
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
laa.ii tirii mahfil me.n mujhe aarzuu-e-diid
darpesh hai phir marhala-e-tuur kii tajdiid
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
bahaar aa.ii gul-afshaaniyo.n ke din aa.e
uThaa.o saaz Gazal-KHvaaniyo.n ke din aa.e
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
zindagii dil pe 'ajab sehr saa kartii jaa.e
ik jagah Thahrii lage aur guzartii jaa.e
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
dil vo kaafir ki sadaa aish kaa saamaa.n maa.nge
zaKHm paa jaa.e to kambaKHt namak-daa.n maa.nge
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
svaad-e-Gam me.n kahii.n gosha-e-amaa.n na milaa
ham aise kho.e ki phir teraa aastaa.n na milaa
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
ek tum hii nahii.n duniyaa me.n jafaakaar bahut
dil salaamat hai to dil ke liye aazaar bahut
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
tumhii.n bataa.o pukaaraa hai baar baar kise
aziiz kahte hai.n Gam-haa-e-rozgaar kise
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
numuu ke faiz se ra.ng-e-chaman nikhar saa gayaa
magar bahaar me.n dil shorisho.n se Dar saa gayaa
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
har mo.D ko charaaG-e-sar-e-rahguzar kaho
biite hu.e dino.n ko Gubaar-e-safar kaho
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
lutf ye hai jise aashob-e-jahaa.n kahtaa huu.n
usii zaalim ko faroG-e-dil-o-jaa.n kahtaa huu.n
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
ham ek umr jale sham-e-rahguzar kii tarah
ujaalaa Gairo.n se kyaa maa.ngte qamar kii tarah
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
milegaa dard to darmaa.n kii aarzuu hogii
tamaam umr Garaz sirf justujuu hogii
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
lutf kaa rabt hai ko.ii na jafaa kaa rishta
dil se kuchh duur hai zaalim kii anaa kaa rishta
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
daad bhii fitna-e-bedaad bhii qaatil kii taraf
be-gunaahii ke sivaa kaun thaa bismil kii taraf
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
hujuum-e-dard kaa itnaa ba.Dhe asar gum ho
mile vo raat ki jis raat kii sahar gum ho
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
shauq kaa taqaaza hai sharh-e-aarzuu kiije
dil se ahd-e-KHaamoshii kaise guftuguu kiije
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
daur-e-tuufaa.n me.n bhii jii lete hai.n jiine vaale
duur saahil se kisii mauj-e-gurezaa.n kii tarah