SEARCH RESULTS
Showing search results for "istiqbaal"
Ghazal MATCHES FOR "istiqbaal"
Ghazal
majaaz qaid mo'amma shabiih istiqbaal
kisii se aa.nkh milaane me.n adbiyaat pa.Dhii
Shahzad Qais
Ghazal
hai sariir-e-KHaama rezish-haa-e-istiqbaal-e-naaz
naama KHud paiGaam ko baal-o-par-e-parvaaz hai
Mirza Ghalib
Ghazal
terii aaraa.ish kaa istiqbaal kartii hai bahaar
jauhar-e-aa.iina hai yaa.n naqsh-e-ehzaar-e-chaman
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
dasht-e-vahshat me.n baguulaa thaa ki diivaana tiraa
ruuh-e-majnuu.n bahr-e-istiqbaal aa kar le ga.ii
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
umr bhar haadse hii karte rahe istiqbaal
vaqt aisaa thaa ki siine se lagaa.e ga.e ham
Faheem Shanas Kazmi
Ghazal
kis ke istiqbaal ko uTThe the diivaano.n ke haath
kis ke maatam ko yahaa.n ye majma'-e-ahbaab hai
Qamar Jameel
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
aa.o us suqraat kaa istiqbaal kare.n
jis ne zahr ke ghuu.nT ko amrit jaanaa hai
Parveen Fana Syed
Ghazal
ik na.ii tahziib le kar aane vaalaa hai junuu.n
us ke istiqbaal me.n viiraan ho jaate hai.n ham
Farhat Ehsas
Ghazal
bikhernii hai jise zulf us kaa istiqbaal
vabaal-e-shahr se KHaalii hai ek shaana miraa
Farhat Ehsas
Ghazal
udaas ho ga.ii ek faaKHta chahaktii hu.ii
kisii ne qatl kiyaa hai ye intiqaal nahii.n