SEARCH RESULTS
Showing search results for "jafaakaar"
Ghazal MATCHES FOR "jafaakaar"
Ghazal
aashiqo husn-e-jafaakaar kaa shikva hai gunaah
tum KHabardaar KHabardaar na aisaa karnaa
Hasrat Mohani
Ghazal
ai jafaakaar tire ahd se pahle to na thii
kasrat is darja mohabbat ke pashiimaano.n kii
Hasrat Mohani
Ghazal
dekhaa na gayaa us se ta.Dapte hu.e dil ko
zaalim se jafaakaar hu.aa bhii nahii.n jaataa
Fani Badayuni
Ghazal
baat ye tere sivaa aur bhalaa kis se kare.n
tuu jafaa-kaar hu.aa hai to vafaa kis se kare.n
Ayub Khawar
Ghazal
gar tujh me.n hai vafaa to jafaakaar kaun hai
dildaar tuu hu.aa to dil-aazaar kaun hai
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
teG o kamand maa.ng kar abruu o zulf se
aashiq bahut hu.e hai.n jafaa-kaar maar Daal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
us jafaa-kaar ko ma.aluum nahii.n vo kyaa hai
be-muravvat ko hai tasviir dikhaanii us kii
Rehana Qamar
Ghazal
tum aurato.n pe ham ne hamesha sitam kiye
ham mard hai.n sadaa ke jafaa-kaar KHush raho
Ameer Imam
Ghazal
vo hiila-gar jo vafaa-juu bhii hai jafaa-KHuu bhii
kiyaa bhii 'faiz' to kis but se dostaana kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ek tum hii nahii.n duniyaa me.n jafaakaar bahut
dil salaamat hai to dil ke liye aazaar bahut
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
ab kaun kare roz na.ii un se shikaayat
achchhaa chalo tasliim jafaa-kaar hamii.n hai.n
Mumtaz Mirza
Ghazal
'joshish' vo kaun saa hai jafaa-kaar jis par aaj
mu.nh par lahuu male hu.e hai daad-KHvaah chashm
Joshish Azimabadi
Ghazal
ye to hargiz hii na thii tum se tavaqqo' ham ko
ki sitamgaar dil-aazaar jafaa-kaar hu.e