SEARCH RESULTS
Showing search results for "karwan e watan ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "karwan e watan ebooks"
Ghazal
ko.ii to ba.Dh ke ye kahtaa ki rah-ravaan-e-vatan
hai kaarvaan-e-mohabbat kaa raahbar tanhaa
Guhar Khairabadi
Ghazal
jo kaarvaa.n bhii aayaa yahii.n kaa vo ho rahaa
kyaa jaane kyaa kashish mirii KHaak-e-vatan me.n hai
Shauq Mahri
Ghazal
mirii miTTii me.n bhii zauq-e-vatan hai
mai.n miT kar bhii shariik-e-kaarvaa.n huu.n
Ishrat Anwar
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
mujh ko samjho yaadgaar-e-raftagaan-e-lucknow
huu.n qadd-e-aamdam Gubaar-e-kaarvaan-e-lucknow
Nazm Tabatabai
Ghazal
aayaa nahii.n hai raah pe charKH-e-kuhan abhii
KHatre me.n dekhtaa huu.n chaman kaa chaman abhii
Ehsan Danish
Ghazal
ko.ii adaa jo kahii.n apne-pan sii paataa huu.n
dayaar-e-Gair me.n ThanDak vatan sii paataa huu.n
Majid Deobandi
Ghazal
ye kis rashk-e-masiihaa kaa makaa.n hai
zamii.n yaa.n kii chahaarum aasmaa.n hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mil baiThne ke saare qariino.n kii KHair ho
is kaarvaa.n-saraa ke makiino.n kii KHair ho
Shabnam Shakeel
Ghazal
taaro.n se maahtaab se aur kahkashaa.n se kyaa
meraa vatan zamii.n hai mujhe aasmaa.n se kyaa
Heera Lal Falak Dehlvi
Ghazal
Agha Saeed
Ghazal
Saeed Shahidi
Ghazal
vasiilii sii havaa.e.n hai.n vatan me.n
ghulaa hai zahr yuu.n ga.ng-o-jaman me.n
Anis Shah Anis
Ghazal
arzaa.n samajh agar Gam-e-ulfat garaa.n mile
nuqsaa.n nahii.n agar ivaz-e-naqd-e-jaa.n mile
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
hamii.n pe ta.ng ye vaqt-e-ravaa.n hu.aa to kyaa
daraaz aur bhii kaar-e-jahaa.n hu.aa to kyaa
Nadeem Fazli
Ghazal
hijaabaat uTh rahe hai.n darmiyaa.n se
zamii.n Takraa na jaa.e aasmaa.n se
Sajid Siddiqi lakhnavi
Ghazal
vo apne zarb-e-lams se naa-aashnaa nahii.n
kis ne kahaa ki zaKHm ye sabr-aazmaa nahii.n