SEARCH RESULTS
Showing search results for "khutut e ghalib part 001 ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "khutut e ghalib part 001 ebooks"
Ghazal
'Gaalib' chhuTii sharaab par ab bhii kabhii kabhii
piitaa huu.n roz-e-abr o shab-e-maahtaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Galat na thaa hame.n KHat par gumaa.n tasallii kaa
na maane diida-e-diidaar jo to kyuu.nkar ho
Mirza Ghalib
Ghazal
mutrib-e-dil ne mire taar-e-nafas se 'Gaalib'
saaz par rishta pa.e naGma-e-'bedil' baa.ndhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
us ke gaalo.n par ka.ii dast-e-hinaa.ii sabt hai.n
ishq kaa nashsha thaa aaKHir maar khaane se gayaa
Khalid Irfan
Ghazal
Rind Lakhnavi
Ghazal
aalam mire hai tujh par aa.ii agar qayaamat
terii galii ke har-suu mahshar hu.aa kare.nge
Meer Taqi Meer
Ghazal
'miir'-o-'Gaalib' kii rivaayaat se bad-zan shaa'ir
be-iraada bhii usii raah par aa jaataa hai
Mehdi Pratapgarhi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
gaalii sahii adaa sahii chiin-e-jabii.n sahii
ye sab sahii par ek nahii.n kii nahii.n sahii
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ai parii-ruu tire diivaane kaa iimaa.n kyaa hai
ik nigaah-e-Galat-andaaz pe qurbaa.n honaa
Sahir Dehlavi
Ghazal
sun kisii majzuub se ek baar ruudaad-e-Gadiir
KHum ke mimbar par alii kaa martaba kuchh aur hai
Iffat abbas
Ghazal
Saeed Shariq
Ghazal
shaahid-e-Gaib huvaidaa na hu.aa thaa so hu.aa
husn par aap ne shaidaa na hu.aa thaa so hu.aa
Baqar Agah Vellori
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
'ishrat' KHuluus-o-mehr-o-vafaa dostii kii laaj
biktii hai.n saarii chiize.n yahaa.n ek bhaav par
Ishrat Kiratpuri
Ghazal
aa gayaa baar-e-nazar se araq in gaalo.n par
ye hai.n vo ham jinhe.n kahte hai.n nazaakat vaale