SEARCH RESULTS
Showing search results for "maabad"
Ghazal MATCHES FOR "maabad"
Ghazal
aamad-e-KHat se na kar KHanda-e-shiirii.n ki mabaad
chashm-e-mor aa.iina-e-dil nigaraanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
aa.o ta.amiir kare.n apnii vafaa kaa ma.abad
ham na masjid ke liye hai.n na shivaalo.n ke liye
Farigh Bukhari
Ghazal
umr-e-maa-ba.ad agar tere alaava kuchh hai
phir to mai.n ab bhii nahii.n aur dobaaraa bhii nahii.n
Abbas Tabish
Ghazal
tum ne ma.abad dekhe ho.nge ye aa.ngan hai yahaa.n
ek charaaG bhii jaltaa rakhnaa kitnaa mushkil hai
Ishrat Afreen
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
vo din bhii aa.e ki inkaar kar sakuu.n 'sarvat'
abhii to ma.abad-e-hamd-o-sanaa ko jaataa huu.n
Sarvat Husain
Ghazal
jis qaum me.n dekhaa to tajassus tiraa paayaa
ma.abad tire har qaum me.n Thahraa.e hu.e hai.n
Bahram ji
Ghazal
ma.abad-e-ziist me.n but kii misaal ja.De ho.nge
ye nanhe bachche jis roz ba.De ho.nge
Shahryar
Ghazal
ishq me.n 'anjum' le Duubii hai tho.Dii sii taaKHiir
janmo.n pahle jo vaajib thaa vo maa-baad kiyaa
Anjum Saleemi
Ghazal
ab kuchh nahii.n hai ma.abad-e-getii KHataa mu'aaf
motii se ashk sarf-e-mah-o-kahkashaa.n hu.e
Salam Machhli shahri
Ghazal
mai.n is KHayaal se jaataa nahii.n 'uruuj kii samt
mabaad gher le tanhaa kahii.n zavaal mujhe
Irfan Sattar
Ghazal
sirf ik dil hii vo ma.abad hai vo ik ma.abad-e-ishq
jis me.n naaquus ham-aavaaz-e-azaa.n hotaa hai
Bismil Saeedi
Ghazal
na buud-o-baash ko puuchho ki ham faqiir-manash
suKHan ke ma.abad-e-be-saa.ebaa.n me.n rahte hai.n
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
Nasir Shahzad
Ghazal
puujaa kare.n magar na du.aa ko uThaa.e.n haath
shahr-e-havas me.n ma.abad-e-arbaab hii na ho