SEARCH RESULTS
Showing search results for "mu.azzin"
Ghazal MATCHES FOR "mu.azzin"
Ghazal
sunaa hai us ke shabistaa.n se muttasil hai bahisht
makii.n udhar ke bhii jalve idhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
namaaziyo.n se kaho dekhe.n chaa.nd-suuraj ko
nikal rahe hai.n mu.azzin azaan se baahar
Nida Fazli
Ghazal
hai mu.azzin jo ba.Daa murG musallii us kii
masto.n se nok hii kii baat chalii jaatii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
apnii azaa.n to ko.ii mu.azzin na sun sakaa
kaano.n pe haath rakhe hu.e boltaa rahaa
Syed Mubarak Shah
Ghazal
Qamar Aasi
Ghazal
uThuu.ngaa magar sub.h to hone de mu.azzin
sone ke liye nii.nd bhii darkaar nahii.n hai
Ahmad Sidiqi
Ghazal
mujhe jagaa diyaa jab fajr ke mu.azzin ne
daruun-e-KHvaab mai.n masjid kaa sahn dho rahaa thaa
Jabbar Wasif
Ghazal
mirii aa.nkho.n kii masjid kaa mu.azzin
tire chehre pe sajda kar rahaa hai
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
Abdul Rahman Rasikh
Ghazal
Asghar Nizami
Ghazal
Mahwar Sirsivi
Ghazal
dil mahviyat-e-Gam me.n hu.aa sub.h-faraamosh
ai shaiKH-e-haram aaj mu.azzin kii sadaa aur
Johar Siddiqi
Ghazal
paho.nche ba-adab baargah-e-naaz me.n terii
naale mire Takraa ke mu.azzin kii azaa.n se
Bismil Azimabadi
Ghazal
dekhiye izn-e-sahar hogaa kahaa.n se pahle
shankh-dhun se ki mu.azzin kii azaa.n se pahle
Rajesh Gauhar
Ghazal
allaah kaa farmaan hai uTh jaa.o rafiiqo
ho.nTo.n pe mu.azzin ke sadaa bol rahii hai