SEARCH RESULTS
Showing search results for "mu.nh-zor"
Ghazal MATCHES FOR "mu.nh-zor"
Ghazal
kinaare to.Dtaa mu.nh-zor paanii dekhnaa ho
palaT aa.o jo dariyaa-e-ma'aanii dekhnaa ho
Iqtidar Javed
Ghazal
samaa'at par dabaav vaqt kaa mu.nh-zor hotaa hai
KHamoshii ke ta'aaqub me.n hamesha shor hotaa hai
Sadiya Safdar Saadi
Ghazal
mu.nh-zor aarzuu.o.n kii be-mehriyaa.n na puuchh
begaana ho rahii hai.n ye laa kar kahaa.n na puuchh
Roohi Kanjahi
Ghazal
mu.nh-zor hai.n maGruur hai.n pur-kaar nahii.n hai.n
ham log abhii saahab-e-kirdaar nahii.n hai.n
Hans Raj Sachdev 'hazii.n'
Ghazal
dekh ke is mu.nh-zor javaanii kii mu.nh-zorii
mujh ko is kaa totlaa bachpan yaad aataa hai
Qaisar Siddiqi
Ghazal
mu.nh-zor zamaano.n kii zaraa khii.nch le baage.n
mere kisii bichh.De hu.e kii saal-girah hai
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
Nayyar Rani Shafaq
Ghazal
mu.nh-zor havaa.e.n bhii kyaa us kaa bigaa.De.ngii
rahtii hai salaamat vo jo shaaKH lachaktii hai
Abdul Majeed Khan Majeed
Ghazal
baadbaa.n chaak hai aur baad-e-muKHaalif mu.nh-zor
hausla ye hai ki kashtii ko ravaa.n rakhte hai.n
Syed Ahmed Shameem
Ghazal
aaj phir hai chaak par kachchaa gha.Daa
aaj phir mu.nh-zor hai dariyaa bahut
Mirza Rafeeq Shakir
Ghazal
mu.nh-zor talaatum ne chho.Daa na safiine ko
jab bas na chalaa ko.ii patvaar bahut royaa
Suhaib Farooqui
Ghazal
udhar mu.nh-zor mauje.n dandanaatii phir rahii hai.n
magar ik naav dariyaa se baGaavat chaahtii hai
Ahmad Ashfaq
Ghazal
ik taraf vaqt ke mu.nh-zor baguulo.n kaa hujuum
ik taraf zard saa pattaa hai KHudaa KHair kare
Amar Singh Figar
Ghazal
kaisaa mu.nh-zor a.ndheraa hai yahaa.n chaaro.n taraf
phir a.ndhere me.n chamaktii hu.ii aavaaz mirii
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
mu.nh-zor bad-tamiiz balaa kii hasiin hai
lahje me.n gar nahii.n hai badan me.n lachak to hai