SEARCH RESULTS
Showing search results for "parda-daar-e-raaz-e-ishq"
Ghazal MATCHES FOR "parda-daar-e-raaz-e-ishq"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mohabbat KHud hii apnii parda-daar-e-raaz hotii hai
jo dil par choT lagtii hai vo be-aavaaz hotii hai
Vishnu Kumar Shauq
Ghazal
siine me.n raaz-e-ishq chhupaayaa na jaa.egaa
ye aag vo hai jis ko dabaayaa na jaa.egaa
Hameed Jalandhari
Ghazal
Afzal Peshawari
Ghazal
mai.n raaz-e-Gam-e-ishq se begaana nahii.n huu.n
diivaana mujhe kahte hai.n diivaana nahii.n huu.n
Zabt Sitapuri
Ghazal
raaz-o-niyaaz-e-ishq ke qaabil banaa diyaa
un kii nazar ne dil ko mire dil banaa diyaa
Sayyad Safdar Hussain
Ghazal
Shauq Qidvai
Ghazal
ye aah-e-parda-dar aisii hu.ii aduu merii
habaab ho ga.ii aaKHir ko aabruu merii
Saqib Lakhnavi
Ghazal
jo bhii ho lekin hamaare vaaste ye shaa.irii
parda-daar-e-raaz-haa-e-zindagii hotii nahii.n
Akhtar Husain Shaafi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
ai 'raaz' dard-e-ishq ko dil me.n basaa.e.nge
kuchh apnii zindagii me.n izaafa kare.nge ham
Basheeruddin Raaz
Ghazal
vo samajhtaa hai use jo raaz-daar-e-naGma hai
aah kahte hai.n jise sirf ik sharaar-e-naGma hai
Nazish Partap Gadhi
Ghazal
ifshaa-e-raaz-e-ishq me.n go zillate.n hu.ii.n
lekin use jataa to diyaa jaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
jalva paaband-e-nazar bhii hai nazar-saaz bhii hai
parda-e-raaz bhii hai parda-dar-e-raaz bhii hai
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
dar-e-KHaziina-e-sad-raaz kholtaa hai ko.ii
na jaane kaun hai vo mujh me.n boltaa hai ko.ii
Khursheed Rizvi
Ghazal
aisaa nahii.n ki un se mohabbat nahii.n mujhe
ifshaa-e-raaz-e-ishq kii jur.at nahii.n mujhe